Kaun Kehta Hai K Kaafir K Dil Mein Khuda Nahi; Bus Wahan Khuda Ko Kehte Khuda Nahi! |
Hairat He Tum Ko Dekh Kar Misjid Main Ae! Insaan; Aaj Kya Baat Ho Gai Jo Khuda Yaad Aa Gaya! |
Baskeh Dushwar Hai Har Kam Ka Aasa'n Hona; Aadmi Ko Bhi Muyassar Nahi'n Insaa'n Hona! |
Yoon Kehne Ko Toh Hum Bade Khush Mijaz Hain Lekin; Rula Deti Hai Apno Ki Pyaar Ki Hasrat Kabhi Kabhi! |
Dil Ke Liea Dard Bhi Roz Naya Chahiye; Zindagi Tu Hi Bata Kaise Jeena Chahiea; Maano Meri Kazmi, Tum Ho Bhaley Aadmi; Phir Bhi Wohi Aawargi, Kuch To Haya Chahiye! |
Diyon Ki Roshni Se Jhilmilata Aangan Ho; Patakhon Ki Goonjon Se Aasman Roshan Ho; Aisi Aaye Jhum Ke Yeh Diwali; Har Taraf Kushiyon Ka Mausam Ho! |
Kisi Ke Dil Mein Basna Bura Toh Nahi; Kisi Ko Dil Mein Basana Khata Toh Nahi; Hain Ye Zamane Ki Nazar Me Bura Toh Kya Hua; Zamane Wale Bhi Insaan Hai Khuda Toh Nahi! |
Umeed-E-Hoor Ne Sab Kuchh Sikha Rakhha Hai Waaiz Ko; Yeh Hazrat Dekhne Mein Seedhe Saadhe, Bhole Bhaale Hain! |
Socha Kisi Apne Se Baat Karen; Apne Kisi Khas Ko Yaad Karen; Jo Faisala Kisi Ko Sms Karne Ka Kiya; Dil Ne Kaha Kyun Na Aapse Shuruwat Karen! |
Teri Khaamosh Mijaji Mujhe Jeene Nahi Degi; Iss Daur Mein Jeena Hai To Kohraam Macha De! |