Kyon Vasl Ki Shab Haath Lagaane Nahin Dete; Ma-Shuq Ho Ya Koi Amaanat Ho Kisi Ki! |
Honth Uske Chehre Par Kuch Yun Nazar Aate Hain, Doodh Mein Rakhi Ho Jaise Do Pattiyan Gulaab Ki! |
Husn Walon Ko Kya Zaroorat Hai Sanwarne Ki; Woh To Saadgi Mein Bhi Qayamat Ki Ada Rakhte Hain! |
Mitti Ki Anokhi Moorat Ho Tum; Zindagi Ki Ek Zarurat Ho Tum; Phool Toh Khoobsurat Hote Hain; Phoolon Se Bhi Khoobsurat Ho Tum! |
Ab Main Samjha Tere Rukhsaar Pe Til Ka Matlab; Daulat-e-Husn Pe Darbaan Bitha Rakha Hai! Rukhsaar: Cheek Darbaan: Door Keeper |
Tum Ne Hi Naqsh Naqsh Kiya Har Lakeer Ko; Warna Khud Apne Roop Kahan Jaanta Tha Main! Naqsh: Photograph |
Ab Main Samjha Tere Rukhsaar Pe Til Ka Matlab; Daulat-e-Husn Pe Darbaan Bitha Rakha Hai! Rukhsaar: Cheek Darbaan: Door Keeper |
Yeh Toh Nahi Ki Tum Sa Jahan Mein Haseen Nahi; Iss Dil Ko Kya Karun Ye Behalta Kahin Nahi! |
Hota Hai Mire Dil Mein Haseenon Ka Guzar Bhi; Ik Anjuman-e-Naaz Hai Allah Ka Ghar Bhi! |
Aap Pehlu Mein Jo Baithein Toh Sambhal Kar Baithe; Dil-e-Betaab Ko Aadat Hai Machal Jaane Ki! |