Maslihat Ke Dhaagon Ne Hont Si Diye Mere; Warna Sapne Tootne Ka Gham Kis Ko Nahi Hota! |
Main Apne Aap Ko Sulga Raha Hun Is Tawaqe Par; Kabhi To Aag Bhadkegi, Kabhi To Roshni Hogi! |
Ye bhi Achha Hai Ki Sirf Sunta Hai Dil; Agar Bolta To Qayamat Hoti! |
Wo Jiski Yaad Mein Kharch Kar Di Zindagi Hamne; Wo Hi Shaks Aaj Hame Garib Kehkar Chala Gaya! |
Phir Uski Yaad, Phir Uski Aas, Phir Uski Baatein; Ae Dil Lagta Hai Tujhe Tadapne Ka Bahut Shauk Hai! |
Yahan Hai Kaun Mera Jo Mujhe Samjhega 'Faraz', Main Koshish Kar Ke Ab Khud Hi Sanwar Jaun To Behtar Hai! |
Zindagi Ki Kash-m-Kash Mein Thoda Uljh Gaye Hain Doston, Varna Hum To Un Mein Se Hain Jo Dushmanon Ko Bhi Akela Mehsoos Nahi Hone Dete! |
Zulm Ke Saare Hunar Hum Par Yun Azmayein Gaye, Zulm Bhi Saha Humne Aur Zaalim Bhi Kehlaye Gaye! |
Koi Nahi Tha Kabhi Itne Kareeb Mere, Ishq Mein Rangi Bas Ek Meri Rooh Thi Wahan! |
Hothon Ko Bhi Kya Mazboori Hoti Hai, Wahi Baat Chupaate Hain Jo Kehna Zaroori Hoti Hai! |