Mirza Ghalib Shayari

• Aaj Van Teg-o-Kafan Bandhe Hue Jata Hun Main;

Uzr Mera Qatal Karne Mein Wo Ab Lavenge Kya!

*Teg-o-Kafan: Sword and  ShroudUpload to Facebook
Aaj Van Teg-o-Kafan Bandhe Hue Jata Hun Main;
Uzr Mera Qatal Karne Mein Wo Ab Lavenge Kya!

*Teg-o-Kafan: Sword and Shroud
~ Mirza Ghalib
• Hazarat-e-Naseh Gar Aayen Didah-o-Dil Farsh-e-Raah;

Koi Mujh Ko Ye To Samjha Do Ki Samjhavenge Kya!
Upload to Facebook
Hazarat-e-Naseh Gar Aayen Didah-o-Dil Farsh-e-Raah;
Koi Mujh Ko Ye To Samjha Do Ki Samjhavenge Kya!
~ Mirza Ghalib
• Be-Niyazi Hadd Se Guzri Banda-Parvar Kab Talak;

Hum Kahenge Hal-e-Dil Aur Aap Farmavenge Kya!

*Be-Niyazi: Unconcern

*Banda-Parvar: Powerful manUpload to Facebook
Be-Niyazi Hadd Se Guzri Banda-Parvar Kab Talak;
Hum Kahenge Hal-e-Dil Aur Aap Farmavenge Kya!

*Be-Niyazi: Unconcern
*Banda-Parvar: Powerful man
~ Mirza Ghalib
• Dost Gham Khwari Mein Mere Se Farmavenge Kya;

Zakhm Ke Bharne Talak Nakhun Na Badh Javenge Kya!Upload to Facebook
Dost Gham Khwari Mein Mere Se Farmavenge Kya;
Zakhm Ke Bharne Talak Nakhun Na Badh Javenge Kya!
~ Mirza Ghalib
• Ye Fitna Aadmi Ki Khana-Veerani Ko Kya Kam Hai;

Hue Tum Dost Jis Ke Dushman Us Ka Aasman Kyon Ho!
Upload to Facebook
Ye Fitna Aadmi Ki Khana-Veerani Ko Kya Kam Hai;
Hue Tum Dost Jis Ke Dushman Us Ka Aasman Kyon Ho!
~ Mirza Ghalib
• Koi Umeed Bar Nahi Aati,

Koi Surat Nazar Nahi Aati;

Maut Ka Ek Din Muayyan Hai,

Neend Kyon Raat Bhar Nahi Aati!

*Muayyan:DefiniteUpload to Facebook
Koi Umeed Bar Nahi Aati,
Koi Surat Nazar Nahi Aati;
Maut Ka Ek Din Muayyan Hai,
Neend Kyon Raat Bhar Nahi Aati!

*Muayyan:Definite
~ Mirza Ghalib
• Marte Hain Aarzoo Mein Marne Ki;

Maut Aati Hai Par Nahi Aati!
Upload to Facebook
Marte Hain Aarzoo Mein Marne Ki;
Maut Aati Hai Par Nahi Aati!
~ Mirza Ghalib
• Hum Ko Maalum Hai Jannat Ki Haqeeqat Lekin;

Dil Ke Khush Rakhne Ko 'Ghalib' Ye Khayal Achcha Hai!
Upload to Facebook
Hum Ko Maalum Hai Jannat Ki Haqeeqat Lekin;
Dil Ke Khush Rakhne Ko 'Ghalib' Ye Khayal Achcha Hai!
~ Mirza Ghalib
• Ishq Par Zor Nahi Hai Ye Wo Aatish 'Ghalib';

Ki Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bane!
Upload to Facebook
Ishq Par Zor Nahi Hai Ye Wo Aatish 'Ghalib';
Ki Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bane!
~ Mirza Ghalib
• Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ki Tu Kya Hai,

Tum Hi Kaho Ki Ye Andaaz-e-Guftgu Kya Hai;

Na Sholay Mein Yeh Karishma, Na Barq Mein Ye Ada,

Koi Batao Ki Wo Shokh Tund Khu Kya Hai!Upload to Facebook
Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ki Tu Kya Hai,
Tum Hi Kaho Ki Ye Andaaz-e-Guftgu Kya Hai;
Na Sholay Mein Yeh Karishma, Na Barq Mein Ye Ada,
Koi Batao Ki Wo Shokh Tund Khu Kya Hai!
~ Mirza Ghalib
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT