The Corniest Bollywood Dialogues
-
The Corniest Bollywood Dialogues
Checkout these famous filmy dialogues that have gone down in history - we hate them, but we still love 'em !
-
Kuttey...
'Kuttey, Main tera khoon pee Jaaunga'
Dharmendra in numerous movies.
-
Mere paas maa hai...
'Daawar Saab, Main Aaaj bhi Fenke hue paise nahi Leta'
'Jaao Pehle us aadmi ka Sign lekar aao jisne mere haath par yeh Likh diya ki mera Baap Chor hai'
Amitabh Bachchan in Deewar
''Mere Paas Maa hai'
Shashi Kapoor in Deewar
-
Jinke ghar sheeshey ke hote hain...
'Chinoy Seth, Jinke apne ghar Shishe ke ho wo doosron par patthar nahi feka karte'
Raj Kumar in movie Waqt
-
Kitney aadmi the...
'Kitney aadmi they?'
'Aadmi teen aur goli chhe? Bahut Na-insaafi hai ye'
Gabbar Singh,In Movie Sholay
-
Don ka intezaar...
'Don ka intezaar toh baarah mulko ki Police kar rahi hai, magar Don ko pakadna Mushkil hi nahi.. Na-Mumkin hai'
Amitabh Bachchan in Don
-
Aap purush nahi...
'Aap to purush hi nahi hain.. Mahapurush hain Mahapurush'
Aamir Khan in Andaaz Apna Apna.
-
Dosti ki hai...
'Dosti ki hai..Nibhaani to Padegi'
'Dosti mein, no sorry, no thank you!'
Salman Khan in Maine Pyaar Kiya.
-
Yeh dhai kilo ka haath...
'Yeh Dhai kilo ka haath Jab kisi pe padta hai na to woh Uthta nahi.. Uth jaata hai'
Sunny Deol in Damini
-
Bade bade deshon...
'Bade Bade Deshon me aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hain'
Shah Rukh Khan in DDLJ
-
Haar kar jeetne waale ko...
'Kabhi Kabhi kuchh jeetne ke liye kuchh haarna bhi padta hai, aur haar kar jeetne waale ko Baazigar kehte hain'
Shah Rukh Khan in Baazigar.
-
Picture abhi baaki hai...
'Picture Abhi Baaki hai mere dost'
Shah Rukh Khan in Movie Om Shanti Om