Mere Guzre Hue Tewar Abhi Bhooli Nahi Duniya; Abhi Bikhri Hui Hain Har Taraf Parchaiyaan Meri! Tewar: Moods |
Mere Guzre Hue Tewar Abhi Bhooli Nahi Duniya; Abhi Bikhri Hui Hain Har Taraf Parchaiyaan Meri! Tewar: Moods |
Mere Guzre Huye Tewar Abhi Bhooli Nahin Duniya; Abhi Bikhri Hui Hain Har Taraf Parchaiyaan Meri! |
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko; Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai! |
Kabhi To Shah-Rah-e-Zindagi Thi Kahkashaan Meri; Magar Ab Karvaan Mera Na Gard-e-Karvaan Meri! |
Teri Rah-e-Talab Mein Zakhm Sab Seene Pe Khaaye Hain; Bahaar-e-Gulsitaan Meri Hayaat-e-Jaavedaan Meri! Raah-e-talab: The path of desire Bahaar-e-gulsitaan: Spring season of the garden Hayaat-e-Jaavedaan: Spouse |
Gham Diye Hain Hayaat Ne Hum Ko; Gham Ne Hum Se Hayaat Payi Hai! Hayaat: Life |
Ab Bhi Logon Ke Dil Mein Khar Ki Soorat Khatakta Hun; Abhi Tak Yaad Hai Ahl-e-Chaman Ko Daastan Meri! Ahl-e-Chaman: Gulshan, Gunche, Nasheman |
Mujhe Bakshi Khuda Ne Kaun Roke Ga Zubaan Meri; Tumhein Har Haal Mein Sun-Ni Padegi Daastan Meri! |
Meri Fitrat Ko Kya Samjheinge Yeh Khwab-e-Gardaan Waale; Savere Ke Sitaare Ki Chamak Hai Raazdaan Meri! Gardaan: Wanderer, Revolving Raazdaan: One who knows the secret |