Band Aankhon Se Dekh Li Duniya; Hum Ne Kya Kuch Na Dekh Kar Dekha! |
Abhi Hain Qurb Ke Kuch Aur Marhale Baaki; Ki Tujh Ko Pa Ke Humein Phir Teri Tamanna Hai! |
Aaina Jab Bhi Ru-Ba-Ru Aaya; Apna Chehra Chhupa Liya Ham Ne! |
Saath Chalta Hai Koi Aur Bhi Su-e-Manzil; Mujh Ko Dhokha Mere Naqsh-e-Kaf-e-Pa Dete Hain! *Naqsh-e-Kaf-e-Pa: Footprints |