Ajnabi Khauf Fizaon Mein Ajnabi Khauf Fizaon Mein Basa Ho Jaise; Shehar Ka Shehar Hi Aseb Zada Ho Jaise; Raat Ke Pichle Pahar Aati Hain Aawazein Si; Door Sehra Mein Koi Cheekh Raha Ho Jaise; Dar-o-Deewar Pe Chayi Hai Udasi Aisi; Aaj Har Ghar Se Janaza Sa Utha Ho Jaise; Muskurata Hun Pa-e-Khatir-e-Ahabab Magar; Dukh To Chehre Kee Lakiron Pe Saja Ho Jaise; Ab Agar Doob Geya Bhi To Marunga Na 'Kamal' Bahte Pani Pe Mera Naam Likha Ho Jaise! |
Ajnabi Khauf Fizaon Ajnabi Khauf Fizaon Mein Basa Ho Jaise; Shehar Ka Shehar Hi Aseb Zada Ho Jaise; Raat Ke Pichle Pehar Aati Hain Awazein Si; Dur Shehara Mein Koi Cheekh Raha Ho Jaise; Dar-o-Deewar Pe Chayi Hai Udasi Aisi; Aaj Har Ghar Se Janaza Sa Utha Ho Jaise; Muskurata Hun Pa-e-Khatir-e-Ahabab Magar; Dukh To Chehre Kee Lakion Pe Saja Ho Jaise; Ab Agar Doob Gaya Bhi To Marunga Na 'Kamal'; Behte Pani Pe Mera Naam Likha Ho Jaise! |
Ajnabi Khauf Fizaon Main Ajnabi Khauf Fizaon Mein Basa Ho Jaise; Shahar Ka Shahar Hi Aseb Zada Ho Jaise; Raat Ke Pichle Pahar Aati Hain Awazein Si; Dur Shahara Mein Koi Cheekh Raha Ho Jaise; Dar-O-Deewar Pe Chayi Hai Udaasi Aisi; Aaj Har Ghar Se Janaza Sa Utha Ho Jaise; Muskurata Hun Pa-e-Khatir-e-Ahabab Magar; Dukh To Chehre Ki Lakiron Pe Saja Ho Jaise; Ab Agar Dub Gaya Bhi To Marunga Na 'Kamal'; Bahte Pani Pe Mera Naam Likha Ho Jaise! |
Ajnabi Khauf Fizaon Ajnabi Khauf Fizaon Mein Basa Ho Jaise; Shehar Ka Shehar Hi Aaseb Zada Ho Jaise; Raat Ke Pichle Pehar Aati Hain Awazein Si; Dur Shehar Mein Koi Cheekh Raha Ho Jaise; Dar-o-Divar Pe Chhai Hai Udasi Aisi; Aaj Har Ghar Se Janaza Sa Utha Ho Jaise; Muskurata Hun Pa-e-Khatir-e-Ahabab Magar; Dukh To Chehre Ki Lakiron Pe Saja Ho Jaise; Ab Agar Dub Gaya Bhi Toh Marunga Na Kamal; Behte Pani Pe Mera Naam Likha Ho Jaise! Translation: Aaseb Zadaa = haunted; Cheekh = Scream; Pa-e-Khatir-e-Ahabab = for the welcome of friends |
Koii Us Shahar Mein Koii Us Shahar Mein Kab Thaa Uskaa; Use Yah Zom Ki Rab Thaa Uskaa; Uskii Rag Rag Men Utartii Rahii Aag; Uske Andar Hii Ghazab Thaa Uskaa; Vahii Silsila-e-Taar-e-Nafas; Vahii Jiine Kaa Sabab Thaa Uskaa; Sidq-Zaada Thaa Voh Shahzaada Kamaal; Bas Yahii Naam-O-Nasab Thaa Uskaa! Translation: Zo'm = Pride Sidq =Truth |