Kabhi Sehar Toh Kabhi Shaam Le Gaya Mujh Se; Tumhara Dard Kayi Kaam Le Gaya Mujh Se! |
Tu Hai Suraj Tujhe Maloom Kahan Raat Ka Dukh; Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad! |
Kabhi Sehar Tu Kabhi Shaam Le Geya Mujh Se; Tumhara Dard Kayi Kaam Le Geya Mujh Se! |
Tu Hai Suraj Tujje Maloom Kahan Raat Ka Dukh; Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad! |
Saanson Kee Hararat Se Pighal Jaane Ka Mausam; Aaya Hai Teri Aanch Mein Jal Jaane Ka Mausam; Hum Ko Nahi Maaloom Tha Ishq Ka Aaghaaz; Yaadon Mein Kahin Door Nikal Jaane Ka Mausam; Lagta Hai Ki Chehre Pe Tere Thehar Geya Hai; Yak Lakht Kayi Rang Badal Jaane Ka Mausam; Ai Shehar Tasalli Tere Mashkoor Hain Hum; Aaya Hi Nahi Dil Ke Sambhal Jaane Ka Mausam; Ye Shehar-e-Tamanna Bhi Anokha Hai Ki Is Par; Barsaat Mein Bhi Rehta Hai Thal Jaane Ka Mausam; Chehre Pe Agarche Hain Mere Subah Ka Ujaala; Aankhon Mein Magar Shaam Ke Dhal Jaane Ka Mausam! |

Kahan Dil Qaid Se Kahan Dil Qaid Se Chhoota Hua Hai; Abhi Tak Shehar Se Rootha Hua Hai; Hum Kaise Kahe Iss Dil Ko Sacha; Hamare Samne Jhoota Hua Hai; Ksi Ka Kuch Nahi Yahan Par; Yeh Sab Samaan Loota Hua Hai; Tumhare Dil Mein Meri Chahaton Ka; Koi To Beej Sa Phoota Hua Hai; Kisi Ke Naam Lag Jaayein Balaa Se; Yeh Dil Phele Se Hee Toota Hua Hai! |
Ek Katra Malal Bhi Ek Katra Malal Bhi Boya Nahi Geya; Woh Khauf Ki Logon Se Roya Nahi Geya; Yeh Sach Hai Ki Teri Bhi Neendein Ujad Gayi; Tujh Se Bichhad Ke Hum Se Bhi Soya Nahi Gaya; Uss Raat Tu Bhi Pehle Sa Apna Nahi Laga; Uss Raat Khul Ke Mujhse Bhi Roya Nahi Geya; Daman Hai Khushk Aankh Bhi Chupchap Hai Bahut; Ladiyon Mein Aansuon Ko Piroya Nahi Geya; Alfaz Talkh, Baat Ka Andaaz Sard Hai; Pichla Malal Aaj Bhi Goya Nahi Geya; Ab Bhi Kahin Kahin Pe Kalikh Lagi Hui; Ranjish Ka Daag Theek Se Dhoya Nahi Geya! |
Tumhara Pyaar Mere Tumhara Pyaar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai; Koi Hisaar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai; Bichartey Waqt Jo Tum Saunp Kar Gaye The Mujhe; Woh Intezar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai; Tu Khud Hee Jaanay Kahin Door Kho Geya Hai Magar; Teri Pukaar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai; Main Jab Bhi Nikla Mere Paon Chhaid Daalay Ga; Jo Khaar Zaar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai; Main Ab Bhi Girte Hue Paanion Ki Qaid Mein Hun; Ik Aabshaar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai; Koi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise Kare; Ki Aitbaar Mere Chaar Suu Abhi Tak Hai! |
Saanson Ki Hararat Se Saanson Ki Hararat Se Pighal Jaanay Ka Mausam; Aaya Hai Teri Aanch Mein Jal Jaanay Ka Mausam; Ham Ko Nahi Maloom Tha Ishq Ka Aaghaaz; Yaadon Mein Kahin Door Nikal Jaanay Ka Mausam; Lagta Hai Ki Chehre Pe Tere Theher Gaya Hai; Yak Lakht Kayi Rang Badal Jaanay Ka Mausam; Aey Sheher Tasalli Tere Mashkoor Hain Ham; Aaya Hee Nahi Dil Ke Sambhal Jaanay Ka Mausam; Ye Sheher-e-Tamanna Bhi Anokha Hai Ki Is Par; Barsaat Mein Bhi Rehta Hai Thal Jaanay Ka Mausam; Chehre Pe Agar Hai Mere Subaah Ka Ujaala; Aankhon Mein Magar Shaam Ke Dhal Jaanay Ka Mausam! |