Bas Ik Jhijhak Hai Yahi Hal-e-Dil Sunane Mein; Ki Tera Zikr Bhi Aayega Is Fasane Mein! |
Insan Ki Khwahishon Ki Koi Inteha Nahi; Do Gaj Zameen Bhi Chahiye Do Gaj Kafan Ke Baad! |
Main Na Kehta Tha Mere Ghar Mein Bhi Aayegi Bahaar; Shart Itni Thi Ki Pehle Tujhe Aana Hoga! Bahaar: Spring |
Rahein Na Rind Ye Waaiz Ke Bas Ki Baat Nahin; Tamaam Shehar Hai Do-Chaar-Das Ki Baat Nahin! |
Bas Ek Jhijak Hai Yahi Haal-e-Dil Sunane Mein; Ki Tera Zikr Bhi Aayega Iss Fasane Mein! |
Chandni Raat Badi Der Ke Baad Aayi; Yeh Mulaqat Badi Der Ke Baad Aayi; Aaj Aaye Hain Woh Milne Ko Badi Der Ke Baad; Aaj Kee Raat Badi Der Ke Baad Aayi! |
Ikk Zara Haath Badha Dein To Pakad Lein Daaman; Uske Seene Mein Sama Jaaye Hamari Dhadkan; Itni Kurbat Hai To Phir Faaslaa Itna Kyun Hai! |
Chandni Raat Bari Der Ke Baad Aayi; Yeh Mulaqat Bari Der Ke Baad Aayi; Aaj Aye Hain Woh Milne Ko Bari Der Ke Baad; Aaj Ki Raat Bari Der Ke Baad Aayi! |
Aadatan Aa Gaya Hun Maqtal Mein; Mere Kaandhe Pe Ab Toh Sir Bhi Nahi! |