Waqas Mehmood Hashmi Shayari

  • Band Aankh Se Sapne

    Band Aankh Se Sapne Bunte Bunte Umar Guzar Gayi Apni;
    Tootey Dil Ke Raizey Chunte Chunte Umar Guzar Gayi Apni;

    Woh Hum Se Bichar Kar Kaise Jeeta Hoga;
    Bass Yehi Sochte Sochte Umar Guzar Gayi Apni;

    Us Ki Talaash Mein Nikle, Apna Pata Bhool Gaye;
    Phir Khud Ko Khojte Khojte Umar Guzar Gayi Apni;

    Shamaa Ban To Gaye Roshni Ki Khatir;
    Magar Phir Jalte Jalte Umar Guzar Gayi Apni;

    Uss Ne Manaa Ki Deewaar Torr Kar Pukaara To Sahi;
    Lekin Rukte Rukte Umar Guzar Gayi Apni;

    Ab Yeh Zindagi Ussi Ki Amaanat Hai Waqas;
    Jiss Ki Raah Takte Takte Umar Guzar Gayi Apni!
    ~ Waqas Mehmood Hashmi

ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT