Jaadu Hai Ya Tilism Tumhaari Jubaan Mein; Tum Jhooth Keh Rahe The, Mujhe Aitbaar Tha! |
Kitne Majboor Hain Taqdeer Ke Hathon; Na Use Pane Ki Aas Rakhte Hain Aur Na Use Khone Ka Hosla! |
Wo Ajj Jo Bhaite Hain Hukmaran Ho Kar; Na Jane Kyon So Ja Jate Hain Bezaban Ho Kar; Koi Mar Jae Unko Koi Fikar Nahi; Jabain Apni Bhar Lee Hain, Abro Kho Kar! |
Chand Nikale Kisi Janib Teri Zebai Ka; Rang Badle Kisi Surat Shab-E-Tanhai Ka! |
Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha Daaman-E-Yaar Tak Nahi Pahuncha; Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad Phir Bhi Gulzaar Tak Nahi Pahuncha! |
Hathoon Key Lakiroon Pay Matt Jaa Ae Ghalib; Naseeb Unkay Bhi Hotay Hain Jinkaay Haath Nahi Hotay! |
Rota Hoon To Ahbaab Bura Maante Hain; Hansta Hun To Mujrim Mujhe Maante Hain; Har Haal Mai Aetraaz Karne Waale; Nadaan Mere Halaat Kahan Jaante Hain! |
Pal Pal Sunhare Phool Khile; Kabhi Na Ho Kaanton Ka Saamna; Zindagi Aapki Khushiyon Se Bhari Rahe; Dipawali Par Hamaari Yahi Shubhkaamna! |
Diyon Ki Roshni Se Jhilmilata Aangan Ho; Patakhon Ki Goonjon Se Aasman Roshan Ho; Aisi Aae Jhum Ke Yeh Diwali; Har Taraf Kushiyon Ka Mausam Ho! |
Kisi Faqeer Ki Jholi Mein Jab Maine Ek Sikka Dala; Tab Yeh Jaana Ke Iss Mehangayi Ke Zamaane Mein; Dua'en Aaj Bhi Kitni Sasti Hein! |