Us Shaam Wo Rukhsat Ka Saman Yaad Rahega; Wo Shahr Woh Kucha Wo Makaan Yaad Rahega! |
Kab Lauta Hai Behta Paani Bichhda Sajan Rootha Dost; Hum Ne Us Ko Apna Jaana Jab Tak Haath Mein Daman Tha! |
Ik Saal Gaya Ik Saal Naya Hai Aane Ko; Par Waqt Ka Ab Bhi Hosh Nahi Deewane Ko! |
Aankhon Mein Sulagti Hui Vehshat Ke Jilau Mein; Wo Hairat-o-Hasrat Ka Jahan Yaad Rahega! *Jilau: In the company of/Side |
Raat Aa Kar Guzar Bhi Jaati Hai, Ik Hamari Sahar Nahi Hoti! |
Woh Sham Woh Rukhsar Ka Saman Yaad Rahe Ga, Woh Shehar Woh Koocha Woh Makaan Yaad Rahe Ga, Woh Tain Ke Ubrhi Thi Idhar Yaad Rahe Gi, Woh Dard Ka Utha Tha Yahan Yaad Rahe Ga! |