Ye Ilam Ka Sauda Ye Risale Ye Kitabein; Ek Shakhs Ki Yaadon Ko Bhulane Ke Liye Hain! |
Log Kehte Hain Ki Tu Ab Bhi Khafa Hai Mujh Se; Teri Aankhon Ne To Kuch Aur Kaha Hai Mujh Se! |
Ashar Mere Yun To Zamane Ke Liye Hain; Kuch Sher Faqat Un Ko Sunane Ke Liye Hain! |
Aeeb Khwab Tha Hum Baag Mein Khade Hue The; Hamare Samne Phulon Ke Sar Pade Hue The! |
Tere Bin Raat Ke Haathon Pe Ye Taaron Ke Ayagh; Khoobsurat Hain Magar Zehar Ke Pyalon Ki Tarah! |
Hum Se Pucho Ki Ghazal Kya Hai Ghazal Ka Fan Kya; Chand Lafzon Mein Koi Aag Chuppa Di Jaye! |
Aankhon Mein Jo Bhar Loge Toh Kaanton Se Chubhenge; Yeh Khwaab Toh Palkon Pe Sajaane Ke Liye Hain! |
Ab Yeh Bhi Nahin Theek Ki Har Dard Mita Dein; Kuch Dard Kaleje Se Lagaane Ke Liye Hain! |
Ab Yeh Bhi Nahi Theek Ki Har Dard Mita De; Kuch Dard Kaleje Se Lagane Ke Liye Hain! |
Ab Yeh Bhi Nahi Theek Ki Har Dard Mita Den; Kuch Dard Kaleje Se Lagane Ke Liye Hain! |