Sahir Ludhianvi Shayari

• Wo Afsana Jise Anjam Tak Laana Na Ho Mumkin;

Use Ik Khoobsurat Mod De Kar Chhodna Achha!
Upload to Facebook
Wo Afsana Jise Anjam Tak Laana Na Ho Mumkin;
Use Ik Khoobsurat Mod De Kar Chhodna Achha!
~ Sahir Ludhianvi
• Tera Milna Khushi Ki Baat Sahi,

Tujh Se Mil Kar Udaas Rehta Hun;

Hazaar Barq Gire Laakh Andhiyan Uthen,

Wo Phool Khil Ke Rahenge Jo Khilne Wale Hain!

Upload to Facebook
Tera Milna Khushi Ki Baat Sahi,
Tujh Se Mil Kar Udaas Rehta Hun;
Hazaar Barq Gire Laakh Andhiyan Uthen,
Wo Phool Khil Ke Rahenge Jo Khilne Wale Hain!
~ Sahir Ludhianvi
• Dekha Hai Zindagi Ko Kuch Itne Qareeb Se;

Chehre Tamaam Lagne Lage Hain Ajeeb Se!
Upload to Facebook
Dekha Hai Zindagi Ko Kuch Itne Qareeb Se;
Chehre Tamaam Lagne Lage Hain Ajeeb Se!
~ Sahir Ludhianvi
• Kabhi Khud Pe Kabhi Halaat Pe Rona Aaya;

Baat Nikli To Har Ek Baat Pe Rona Aaya!Upload to Facebook
Kabhi Khud Pe Kabhi Halaat Pe Rona Aaya;
Baat Nikli To Har Ek Baat Pe Rona Aaya!
~ Sahir Ludhianvi
• Is Tarah Zindagi Ne Diya Hai Hamara Saath;

Jaise Koi Nibah Raha Ho Raqib Se!Upload to Facebook
Is Tarah Zindagi Ne Diya Hai Hamara Saath;
Jaise Koi Nibah Raha Ho Raqib Se!
~ Sahir Ludhianvi
• Maana Ki Is Zameen Ko Na Gulzar Kar Sake;

Kuch Khaar Kam To Kar Gaye Guzre Jidhar Se Hum!Upload to Facebook
Maana Ki Is Zameen Ko Na Gulzar Kar Sake;
Kuch Khaar Kam To Kar Gaye Guzre Jidhar Se Hum!
~ Sahir Ludhianvi
• Yeh Zulf Agar Khul Ke Bikhar Jaye To Achha,

Is Raat Ki Taqdeer Sanwar Jaye To Achha;

Jis Tarah Se Thodi Si Tere Saath Kati Hai,

Baaki Bhi Usi Tarah Guzar Jaye To Achha!Upload to Facebook
Yeh Zulf Agar Khul Ke Bikhar Jaye To Achha,
Is Raat Ki Taqdeer Sanwar Jaye To Achha;
Jis Tarah Se Thodi Si Tere Saath Kati Hai,
Baaki Bhi Usi Tarah Guzar Jaye To Achha!
~ Sahir Ludhianvi
• Har Tarah Ke Jazbat Ka Elan Hain Aankhein;

Shabnam Kabhi Shola Kabhi Toofan Hain Aankhein;

Aankhon Se Badi Koi Tarazu Nahi Hoti;

Tulta Hai Bashar Jis Mein Woh Meezan Hain Aankhein!Upload to Facebook
Har Tarah Ke Jazbat Ka Elan Hain Aankhein;
Shabnam Kabhi Shola Kabhi Toofan Hain Aankhein;
Aankhon Se Badi Koi Tarazu Nahi Hoti;
Tulta Hai Bashar Jis Mein Woh Meezan Hain Aankhein!
~ Sahir Ludhianvi
• Woh Afsana Jise Anjaam Tak Laana Na Ho Mumkin,

Usse Ek Khoobsurat Mod Dekar Chhodna Achha!Upload to Facebook
Woh Afsana Jise Anjaam Tak Laana Na Ho Mumkin,
Usse Ek Khoobsurat Mod Dekar Chhodna Achha!
~ Sahir Ludhianvi
• Yeh Husn Tera Yeh Ishq Mera, Rangeen To Hai Badnaam Sahi;

Mujh Par To Kai Ilzaam Lage, Tujh Par Bhi Koi Ilzaam Sahi!Upload to Facebook
Yeh Husn Tera Yeh Ishq Mera, Rangeen To Hai Badnaam Sahi;
Mujh Par To Kai Ilzaam Lage, Tujh Par Bhi Koi Ilzaam Sahi!
~ Sahir Ludhianvi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT