Aabid Adeeb Shayari

• Sabhi Tarah Se Taaruf To Ho Gaya Unka,

Rahi Hai Ab To Mulaqaat Ru-ba-Ru Baaki;

Jo Bheed Bikhre To Dekhun Talab Ye Kaisi Hai,

Dayar-e-Ghair Mein Hai Kis Ki Justuju Baaki!

Upload to Facebook
Sabhi Tarah Se Taaruf To Ho Gaya Unka,
Rahi Hai Ab To Mulaqaat Ru-ba-Ru Baaki;
Jo Bheed Bikhre To Dekhun Talab Ye Kaisi Hai,
Dayar-e-Ghair Mein Hai Kis Ki Justuju Baaki!
~ Aabid Adeeb
• Ye Jaan Kar Bhi Ki Patthar Har Ek Haath Mein Hai;

Jiyale Log Hain Sheeshon Ke Ghar Banate Hain!

* Jiyale: BraveUpload to Facebook
Ye Jaan Kar Bhi Ki Patthar Har Ek Haath Mein Hai;
Jiyale Log Hain Sheeshon Ke Ghar Banate Hain!

* Jiyale: Brave
~ Aabid Adeeb
• Jo Rehne Wale Hain Log Un Ko Ghar Nahi Dete;

Jo Rehne Wala Nahi Us Ke Ghar Banate Hain!Upload to Facebook
Jo Rehne Wale Hain Log Un Ko Ghar Nahi Dete;
Jo Rehne Wala Nahi Us Ke Ghar Banate Hain!
~ Aabid Adeeb
• Zamaana Mujh Se Juda Ho Gaya Zamaana Hua;

Raha Hai Ab To Bichhadne Ko Mujh Se Tu Baaki!Upload to Facebook
Zamaana Mujh Se Juda Ho Gaya Zamaana Hua;
Raha Hai Ab To Bichhadne Ko Mujh Se Tu Baaki!
~ Aabid Adeeb
• Amir-e-Karvaan Hai Tang Hum Se;

Hamara Raasta Sab Se Alag Hai!Upload to Facebook
Amir-e-Karvaan Hai Tang Hum Se;
Hamara Raasta Sab Se Alag Hai!
~ Aabid Adeeb
• Safar Mein Aise Kayi Marhale Bhi Aate Hain;

Har Ek Mod Pe Kuch Log Choot Jaate Hain!Upload to Facebook
Safar Mein Aise Kayi Marhale Bhi Aate Hain;
Har Ek Mod Pe Kuch Log Choot Jaate Hain!
~ Aabid Adeeb
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT