Ishq Kee Duniya Mein Ek Hungama Barpaa Kar Diya; Ai Khayal-e-Dost Ye Kya Ho Gaya Kya Kar Diya; Zarre Zarre Ne Mera Afsana Sun Kar Daad Dee; Main Ne Vahshat Mein Jahaan Ko Tera Shaida Kar Diya; Toor Par Raah-e-Wafa Mein Bo Diye Kaante Kaleem; Ishq Kee Vusaat Ko Masdood-e-Taqazaa Kar Diya; Bistar-e-Mashriq Se Sooraj Ne Uthayaa Apana Sar; Kis Ne Ye Mehfil Mein Zikr-e-Husn-e-Yaktaa Kar Diya; Chashm-e-Nargis Jaa-e-Shabnam Khoon Royegi Nadeem; Maine Jis Din Gulasitan Ka Raaz Ifsaa Kar Diya; Mudda-e-Dil Kahun 'Ehasaan' Kis Umeed Par; Wo Jo Chahenge Karenge Aur Jo Chaha Kar Diya! |
Ye Udi Udi Si Rangat Ye Khule Khule Se Gesu, Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana! |
Ishq Ko Taqleed Se Aazad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyaad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Majaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeran Khalvatein Abaad Kar; Naza Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhulne Wale Khudaa-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniyaa Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ik Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ik Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Abaad Kar; Ab Kahan 'Ehsaan' Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadan Khuda Ko Yaad Kar! |
Ishq Ko Taqleed Se Azaad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Mizaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeraan Khalvatein Aabaad Kar; Nazaz Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhoolne Wale Khuda-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniya Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ek Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ek Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Aabaad Kar; Ab Kahan 'Ehsaan' Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadaan Khuda Ko Yaad Kar! |
Ishq Ko Taqleed Se Aazad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyaad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Majaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeran Khalvatein Abaad Kar; Naza Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhulne Wale Khudaa-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniyaa Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ik Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ik Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Abaad Kar; Ab Kahan 'Ehsaan' Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadan Khuda Ko Yaad Kar! |
Ishq Ko Taqleed Se Aazad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyaad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Majaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeran Khalvatein Abaad Kar; Naza Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhulne Wale Khudaa-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniyaa Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ik Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ik Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Abaad Kar; Ab Kahan 'Ehsaan' Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadan Khuda Ko Yaad Kar! |
Ishq Kee Duniya Mein Ishq Kee Duniya Mein Ek Hungama Barpaa Kar Diya; Ai Khayal-e-Dost Ye Kya Ho Gaya Kya Kar Diya; Zarre Zarre Ne Mera Afsana Sun Kar Daad Dee; Main Ne Vahshat Mein Jahaan Ko Tera Shaida Kar Diya; Toor Par Raah-e-Wafa Mein Bo Diye Kaante Kaleem; Ishq Kee Vusaat Ko Masdood-e-Taqazaa Kar Diya; Bistar-e-Mashriq Se Sooraj Ne Uthayaa Apana Sar; Kis Ne Ye Mehfil Mein Zikr-e-Husn-e-Yaktaa Kar Diya; Chashm-e-Nargis Jaa-e-Shabnam Khoon Royegi Nadeem; Maine Jis Din Gulasitan Ka Raaz Ifsaa Kar Diya; Mudda-e-Dil Kahun 'Ehasaan' Kis Umeed Par; Wo Jo Chahenge Karenge Aur Jo Chaha Kar Diya! |
Kabhi Mujh Ko Sath Lekar Kabhi Mujh Ko Sath Lekar, Kabhi Mere Sath Chal Kar; Who Badal Gaye Achanak Meri Zindagi Badal Kar; Hue Jis Pe Meharban Tum Koi Khushnaseeb Hoga; Meri Hasratein To Nikali Mere Aansuon Mein DhalkKe; Teri Zulf-o-Rukh Ke Kurban Dil-e-Zar Dhundta Hai; Wahi Champai Ujale Wahi Surmai Dhundlake; Koi Phul Ban Geya Hai Koi Chand Koi Tara; Jo Chirag Bujh Gaye Hain Teri Anjuman Mein Jal Ke; Mere Dosto Khudara Mere Sath Tum Bhi Dhundo; Wo Yahin Kahin Chupe Hain Mere Gum Ka Rukh Badal Ke; Teri Be-Jhijhak Hansi Se Na Kisi Ka Dil Ho Maila; Ye Nagar Hai Aainon Ka Yahan Saans Le Sambhal Ke! |