Yeh Aur Baat Teri Gali Mein Na Ayen Hum; Lekin Yeh Kya Ki Tera Sheher Chod Jayen Hum; Muddat Hui Hai Kuye Bataan Ki Taraf Gaye, Awargi Se Dil Ko Kahan Tak Bachayein Hum! |
Samraj Ko Dost Hamare Dushman Hain, Inhi Se Aansu Aahein Aangan Aangan Hain; Inhi Se Qatal-e-Aam Hua Aashaon Ka, Inhi Se Veeran Umeedon Ka Gulshan Hai! |
Lakh Kehte Rahen Zulmat Ko Zulmat Na Likhna; Ham Ne Sekha Nahi Payare Be-Ijazat Likhna! |
Wafa Tujh Se Aey Bewafa Chahta Hun; Mere Sadgi Dekh Kya Chahta Hun! |
Lakh Kehte Rahen Zulmat Ko Zulmat Na Likhna; Hum Ne Seekha Nahi Payare Be-Izazat Likhna! |
Jeene Ka Haq Saamraj Ne Cheen Liya, Utho Marne Ka Haq Istemal Karo; Zillat Ke Jeene Se Marna Behtar Hai, Mit Jao Ya Qasr-e Sitam Pamal Karo! |
Samraj Ko Dost Hamare Dushman Hain, Inhi Se Aansu Aahen Aangan Aangan Hain; Inhi Se Qatal-e-Aam Hua Aashaon Ka, Inhi Se Veeran Umeedon Ka Gulshan Hai! |
Ek Humein Aawara Kehna, Koi Bada Ilzaam Nahi; Duniya Wale Dil Walon Ko Aur Bahut Kuch Kehte Hain! |
Yeh Aur Baat Teri Yeh Aur Baat Teri Gali Main Na Ayen Hum; Lekin Yeh Kya Ke Tera Sheher Chorr Jayen Hum; Muddat Huyi Hai Kuye Bataan Ki Taraf Gaye; Awaargi Se Dil Ko Kahan Tak Bachaayen Hum; Be'noor Ho Chuki Hai Bohat Sheher Ki Fizaa; Tareek Raston Par Kahin Kho Na Jayen Hum; Us Ke Baghair Aaj Bohat Jee Udaas Hai; Jaalib Chalo Kahin Se Usey Dhoond Ke Layen Hum! |
Yeh Aur Baat Teri Yeh Aur Baat Teri Gali Mein Na Aayein Hum; Lekin Yeh Kya Ki Tera Sheher Chorr Jayein Hum; Muddat Huyi Hai Kuye Bataan Ki Taraf Gaye; Awaargi Se Dil Ko Kahan Tak Bachaayein Hum; Be'noor Ho Chuki Hai Bahut Sheher Kee Fizaa; Tareek Raaston Par Kahin Kho Na Jayein Hum; Us Ke Baghair Aaj Bahut Jee Udaas Hai; Jaalib Chalo Kahin Se Usse Dhoond Kar Layein Hum! |