Dil Pagal Hai Roz Nayi Nadani Karta Hai; Aag Mein Aag Milata Hai Phir Paani Karta Hai! |
Khwab Ki Tarah Bikhar Jaane Ko Jee Chahta Hai, Aisi Tanhayi Ki Mar Jaane Ko Jee Chahta Hai; Ghar Ki Vehshat Se Larazta Hun Magar Jaane Kyon, Shaam Hoti Hai To Ghar Jaane Ko Jee Chahta Hai! |
Tum Se Bichhad Kar Zinda Hain; Jaan Bahut Sharminda Hain! |
Dil Nadaan Hai Roz Koi Nadaani Karta Hai; Aag Mein Aag Milata Hai Phir Paani Karta Hai! |
Mere Khuda Mujhe Itna To Motabar Kar De; Main Jis Makan Mein Rehta Hun Us Ko Ghar Kar De! |
Khwab Ki Tarah Bikhar Jaane Ko Jee Chahta Hai; Aisi Tanhai Ki Mar Jane Ko Jee Chahta Hai! |
Raas Aane Lagi Duniya To Kaha Dil Ne Ki Ja; Ab Tujhe Dard Ki Daulat Nahin Milne Wali! |
Dil Pagal Hai Roz Nayi Nadani Karta Hai; Aag Mein Aag Milata Hai Phir Paani Karta Hai! |
Zara Si Der Ko Aaye The Khwab Aankhon Mein, Phir Us Ke Baad Musalsal Azaab Aankhon Mein; Wo Jis Ke Naam Kee Nisbat Se Roshani Tha Wujood, Khattak Raha Hai Wohi Aaftaab Aankhon Mein; Jinhen Mata-E-Dil-O-Jaan Samajh Rahe The Hum, Wo Aaine Bhi Hue Behijab Aankhon Mein; Ajab Tarah Ka Hai Mausam Kee Khak Udti Hai, Wo Din Bhi The Ki Khile The Gulab Aankhon Mein; Mere Ghazal Teri Wahshaton Kee Khair, Ke Hai, Bahut Dinon Se Bahut Iztarab Aankhon Mein; Na Jane Kaisi Qayamat Ka Peshkhema Hai, Ye Uljhanein Teri Be-Intasaab Aankhon Mein! |
Zara Si Der Ko Aaye The Khwab Aankhon Mein; Phir Us Ke Baad Musalsal Azab Aankhon Mein; Wo Jis Ke Naam Kee Nisbat Se Roshan Tha Wujud; Khatak Raha Hai Wahi Aftab Aankhon Mein; Jinhe Mata-e-Dil-o-Jan Samajh Rahe The Hum; Wo Aaine Bhi Hue Behijab Aankhon Mein; Ajab Tarah Ka Hai Mausam Ki Khak Udti Hai; Wo Din Bhi The Ki Khile The Gulab Aankhon Mein; Meri Ghazal Teri Vahshaton Kee Khair Kee Hai; Bahut Dino Se Bahut Iztarab Aankhon Mein; Na Jane Kaisi Qayamat Ka Peshkhema Hai; Ye Uljhane Teri Be-Intasab Aankhon Mein! |