Juda Kisi Se Kisi Ka Gharaz Habib Na Ho; Ye Daagh Wo Hai Ki Dushman Ko Bhi Naseeb Na Ho! |
Dil Ki Betaabi Theharne Nahi Deti Mujh Ko; Din Kahin Raat Kahin Subah Kahin Shaam Kahin! |
Shehar Mein Lagta Nahin Sahara Mein Ghabrata Hai Dil; Ab Kahan Le Ja Ke Baithein Aise Deewane Ko Hum! |
Shehar Mein Lagta Nahi Sehra Mein Ghabrata Hai Dil; Ab Kahan Le Ja Ke Baithein Aise Deewane Ko Hum! |
Door Se Aaye The Saqi Door Se Aaye The Saqi Sun Ke Maykhane Ko Hum; Bas Taraste Hi Chale Afsos Paimane Ko Hum; May Bhi Hai, Meena Bhi Hai, Sagar Bhi Hai Saqi Nahi; Dil Mein Aata Hai Laga Den, Aag Maykhane Ko Hum; Humko Phansna Tha Kafaz Mein, Kya Gila Sayyad Ka; Bas Taraste Hi Rahe Hain, Aab Aur Daane Ko Hum; Baag Mein Lagta Nahi Sehara Mein Ghabrata Hai Dil; Ab Kahan Le Jaake Bithayein Aise Deewane Ko Hum; Taak-e-Aabru Mein Sanam Ke Kya Khudayi Reh Gayi; Ab To Pujenge Usi Kaafir Ke Butkhane Ko Hum; Kya Hui Takseer Hum Se, Tu Bata De Ai 'Nazeer' Taaki Shadi Marg Samajhe, Aise Mar Jaane Ko Hum! |
Door Se Aaye The Saqi Sun Ke Maykhane Ko Hum; Bas Taraste Hi Chale Afsos Paimane Ko Hum; May Bhi Hai, Meena Bhi Hai, Sagar Bhi Hai Saqi Nahi; Dil Mein Aata Hai Laga Den, Aag Maykhane Ko Hum; Humko Phansna Tha Kafaz Mein, Kya Gila Sayyad Ka; Bas Taraste Hi Rahe Hain, Aab Aur Daane Ko Hum; Baag Mein Lagta Nahi Sehara Mein Ghabrata Hai Dil; Ab Kahan Le Jaake Bithayein Aise Deewane Ko Hum; Taak-e-Aabru Mein Sanam Ke Kya Khudayi Reh Gayi; Ab To Pujenge Usi Kaafir Ke Butkhane Ko Hum; Kya Hui Takseer Hum Se, Tu Bata De Ai 'Nazeer' Taaki Shadi Marg Samajhe, Aise Mar Jaane Ko Hum! |
Juda Kisi Se Kisi Ka Gharaz Habeeb Na Ho; Ye Dagh Woh Hai Ki Dushman Ko Bhi Naseeb Na Ho! |
Shehar Mein Lagta Nahin Sahra Mein Ghabrata Hai Dil; Ab Kahan Le Ja Ke Baithein Aise Deewane Ko Hum! |
Judaa Kisi Se Kisi Ka Garaz Habib Na Ho; Yeh Daag Wo Hai Ki Dushman Ko Bhi Naseeb Na Ho! |