Yaad Nahi Kya Kya Dekha Tha Sare Manzar Bhool Gaye; Ush Ke Galiyon Se Jab Laute Apna Bhi Ghar Bhool Gaye; Khub Gaye Pardes Ki Apne Deewar-o-Dar Bhool Gaye; Sheesh-Mahal Ne Aisa Ghera Matti Ke Ghar Bhool Gaye! |
Main Ek Zarra Bulandi Ko Chhune Nikla Tha; Hawa Ne Tham Ke Zamin Par Gira Diya Mujhko! |
Yaad Nahi Kya Kya Yaad Nahi Kya Kya Dekha Tha Sare Manzar Bhool Gaye; Ush Ke Galiyon Se Jab Laute Apna Bhi Ghar Bhool Gaye; Khub Gaye Pardes Ki Apne Divar-O-Dar Bhool Gaye; Shish-Mahal Ne Aisa Ghera Matti Ke Ghar Bhool Gaye; Tujh Ko Bhi Jab Apni Qasamen Apne Wade Yaad Nahi; Hum Bhi Apne Khwab Teri Aankhon Mein Rakh Kar Bhool Gaye; Mujh Ko Jinhone Qatl Kiya Hai Koi Unhen Batalaye `Nazeer`; Meri Lash Ke Pehlu Mein Wo Apna Khanjar Bhool Gaye! |