ਅਸੀਂ ਵੀ ਆਦਤਾਂ ਪਾ ਲਈਆਂ, ਹੁਣ ਇੱਕਲੇ ਰਹਿਣ ਦੀਆਂ; ਕੌਣ ਕਿਸੇ ਪਿੱਛੇ ਮਰਦਾ, ਇਹ ਸਭ ਗੱਲਾਂ ਕਹਿਣ ਦੀਆਂ। |
Gar Zindagi Mein Mil Gaye Phir Ittefaq Se; Poochenge Apna Haal Teri Bebasi Se Hum! |
Kaash Ye Dil Shishe Ka Bana Hota; Chot Lagti To Beshak Yeh Fanah Hota; Par Sunte Jab Wo Aawaz Iske Tutne Ki; Tab Unhein Bhi Apne Gunah Ka Ehsaas Hota! |
Bas Gayi Hai Yeh Mere Ehsaas Mein Kaisi Mehak; Koi Bhi Khushboo Main Lagaoon Toh Teri Khushboo Hi Aaye! |
Utar Kar Dekho Mere Pyaar Ki Gehrai Mein; Sochna Mere Bare Mein Raat Ki Tanhai Mein; Agar Ho Jaye Mere Pyaar Ka Ehsaas Tumhein; Milega Mera Aks Tumhein Apni Parchai Mein! |
Mohabbat Nahi Hai Naam Sirf Paa Lene Ka; Bichhad Ke Bhi Aksar Dil Dhadakte Hain Saath Saath! |
Paani Se Pyaas Na Bujhi; Toh Maikhane Ki Taraf Chal Nikla; Socha Shikayat Karun Teri Khudha Se; Par Khudha Bhi Tera Aashiq Nikla! |
Apni Tasveer Banaoge Toh Hoga Ehsaas; Kitna Dushwar Hai Khud Ko Koi Chehra Dena! |
Koi Aag Jaise Kohre Mein Dabi Dabi Si Chamke; Teri Jhilmilati Aankhon Mein Ajeeb Sa Samaa Hai! |
Tanha Rehna To Seekh Liya Hum Ne; Par Khush Na Kabhi Reh Payengein; Teri Doori To Phir Bhi Seh Leta Hai Yeh Dil; Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payengein! |