Main Apni Khak Uthakar Kahan Kahan Ghumoon; Tere Bagair Meri Zindagi Ki Keemat Kya! |
Maine Kabhi Ek Chand Ko Pana Chaha Tha; Us Door Akash Ke Ek Sitare Ko Gale Lagana Chaha Tha; In Namumkin Si Cheezon Ko Main Mumkin Banane Chala Tha; Jane Kyon Us Din Main Kisi Se Dil Lagane Ko Chala Tha! |
Socha Tha Ki Woh Bahut Toot Kar Chahege Humein; Lekin Socha Bhi, Hum Ne Chaha Bhi Hum Ne, Aur Toot Bhi Hum Gaye! |
Naa Jaane Kis Hunar Ko Shayari Kehte Ho Tum; Hum To Woh Likhte Hain Jo Tumse Keh Nahi Paate! |
Tannha Rehna To Seekh Liya Humne; Par Khush Na Kabhi Reh Payenge; Teri Doori To Phir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil; Par Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge! |
Aye Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se Bhi Pyaari Hai; Jawab Hi Nahi Hamara Kahin Badi Khoob Jodi Hamari Hai! |
Aata Hai Kaun Kaun Tere Gham Ko Baantne; Ghalib Tu Apni Maut Ki Afwaah Udaa Ke Dekh! |
Jab Se Dekhi Hai Hum Ne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se! |
Koi Bhi Lamha Kabhi Laut Kar Nahi Aaya; Woh Shaksh Aisa Geya Phir Nazar Nahi Aaya! |
Qarar Dil Ko Sada Jiske Naam Se Aaya; Wo Aaya Bhi To Kisi Aur Kaam Se Aaya! |