Yeh Soach Kar Palkon Mein Chuppa Lete Hein Aansu; Gir Ke Yeh Aankh Se Meri Tarhan, Tanha Na Ho Jayein! |
Ulfat Mein Kabhi Yeh Haal Hota Hai; Aankhen Hasti Hain Magar Dil Rota Hai; Mante Hain Hum Jisse Manzil Apni; Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai! |
Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai; Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai! |
Buhat Chahenge Tumhe, Magar Bhula Na Sakenge; Khayalon Mein Kissi Aur Ko La Na Sakenge; Kissi Ko Dekh Kar Aansu To Ponch Lagein; Magar Kabhi Aapke Bina Muskura Na Sakenge! |
Muddat Baad Ki Usne, Jo Lutf Ki Ik Nigaah; Dil To Khush Ho Gaya, Par Aansu Nikal Pade! |
Ab to meri aankh me ek ashk bhi nahin, Pehle ki baat or thi, gam tha naya naya. |
Is khudgarz zamane me koi kisi ka nahi hota; Khushiyan hi hoti duniya me to gum ansu kaun rota. Gaur se dekhna kabi behte hue ansuon ko, Hasti ankhon se behne wala hr aansu khushi ka nahi hota. |
Har jazbaat ko juban nahi milti; Har aarzu ko dua nahi milti; Hanste raho to duniya deti hai saath; Warna aansuon ko to aankho me bhi panah nahi milt. |
Daag Ansuon Se Dhoye Hain; Jab Bhi Tanha Huye Hain Roye Hain; Dil Mein Kyon Na Uge Yaad Teri; Dil Mein Tere Hi Khawab Boye Hain! |
Mombati Ke Andar Ka Dhaga Bola, Main Jalta Hoon To Tu Kyon Pighalti Hai? Mombati Boli, Jisko Dil Mein Jagah Di Woh Bichade To Aansoo To Niklenge Hi! |