Gila Shikwa Shayari

• Shaayad Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Hui;
Lekin Yaqeen Sabko Dilata Raha Hoon Main!
• Rokna Meri Hasrat Thi Aur Jaana Uss Kaa Shaunk;

Woh Shaunk Poora Kar Geya Meri Hasratien Tod Kar! Upload to Facebook
Rokna Meri Hasrat Thi Aur Jaana Uss Kaa Shaunk;
Woh Shaunk Poora Kar Geya Meri Hasratien Tod Kar!
• Woh Jo Kehta Hai Ishq Mein Kya Rakha Hai;

Ik Heer Ne Usko Apna Ranjha Bana Rakha Hai!Upload to Facebook
Woh Jo Kehta Hai Ishq Mein Kya Rakha Hai;
Ik Heer Ne Usko Apna Ranjha Bana Rakha Hai!
• Narazgi Chahe Kitni Bhi Ho Tumse;

Par Tumhe Bhul Jane Ka Khayal Aaj Bhi Nahi Aata!Upload to Facebook
Narazgi Chahe Kitni Bhi Ho Tumse;
Par Tumhe Bhul Jane Ka Khayal Aaj Bhi Nahi Aata!
• Utar Kar Dekho Mere Pyaar Ki Gehrai Mein;

Sochna Mere Bare Mein Raat Ki Tanhai Mein;

Agar Ho Jaye Mere Pyaar Ka Ehsaas Tumhein;

Milega Mera Aks Tumhein Apni Parchai Mein!Upload to Facebook
Utar Kar Dekho Mere Pyaar Ki Gehrai Mein;
Sochna Mere Bare Mein Raat Ki Tanhai Mein;
Agar Ho Jaye Mere Pyaar Ka Ehsaas Tumhein;
Milega Mera Aks Tumhein Apni Parchai Mein!
• Apni Tasveer Banaoge Toh Hoga Ehsaas;

Kitna Dushwar Hai Khud Ko Koi Chehra Dena!Upload to Facebook
Apni Tasveer Banaoge Toh Hoga Ehsaas;
Kitna Dushwar Hai Khud Ko Koi Chehra Dena!
• Tanha Rehna To Seekh Liya Hum Ne;
Par Khush Na Kabhi Reh Payengein;
Teri Doori To Phir Bhi Seh Leta Hai Yeh Dil;
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payengein!
• Humse Khelti Rahi Duniya Taash Ke Patton Ki Tarah;

Jisne Jeeta Usne Bhi Phenka, Jisne Haara Usne Bhi Phenka!Upload to Facebook
Humse Khelti Rahi Duniya Taash Ke Patton Ki Tarah;
Jisne Jeeta Usne Bhi Phenka, Jisne Haara Usne Bhi Phenka!
• Main Apni Khak Uthakar Kahan Kahan Ghumoon;

Tere Bagair Meri Zindagi Ki Keemat Kya!Upload to Facebook
Main Apni Khak Uthakar Kahan Kahan Ghumoon;
Tere Bagair Meri Zindagi Ki Keemat Kya!
• Aata Hai Kaun Kaun Tere Gham Ko Baantne;

Ghalib Tu Apni Maut Ki Afwaah Udaa Ke Dekh!Upload to Facebook
Aata Hai Kaun Kaun Tere Gham Ko Baantne;
Ghalib Tu Apni Maut Ki Afwaah Udaa Ke Dekh!
~ Mirza Ghalib
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT