Ek Toh Husn Bala Us Pe Banawat Aafat; Ghar Bigdenge Hazaron Ke Sanwarne Wale! |
Kis Kadar Masoom Sa Chehra Tha Uss Ka Ghalib; Dheere Se Jaan Keh Kar Bejaan Kar Gaya! |
Tere Husn Pe Tareefo Bhari Kitaab Likh Deta, Kash Teri Wafa Tere Husn Ke Barabar Hoti! |
Tere Husan Ko Pardey Ki Zarurat Hi Kya Hai; Kaun Hosh Mein Rehta Hai Tujhe Dekhne Ke Baad! |
Khulte Hain Mujh Pe Raaz Kayi Iss Jahan Ke, Uski Haseen Aankhon Mein Jab Jhankta Hun Main! |
Yeh Udi Udi Si Rangat Ye Khilay Khilay Se Ghaisu; Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana! |
Dil Hi Toh Hai Na Aaye Kyon, Dam Hi Toh Hai Na Jaye Kyon; Hum Ko Khudaa Jo Sabar De, Tujh Se Haseen Bnaye Kyon! |
Faqat Is Sah Mein Pahunchi Hain Hazaron Baatein; Main Tera Husn Tere Husn-e Bayan Tak Dekhon! |
Jaane Kyon Doob Jata Hun Har Bar Inhein Dekh Kar; Ek Dariya Hai Ya Poora Samandar Hai Teri Aankhein! |
Dil Hi Toh Hai Na Aaye Kyon, Dam Hi Toh Hai Na Jaye Kyon; Hum Ko Khudaa Jo Sabar De Tujh Se Haseen Banaye Kyon! |