Zindagi Shayad Isi Ka Naam Hai; Dooriyan Mazbooriyan Tanhaiyan! |
Zindagi Ek Aag Hai Wo Aag Jalna Chahiye; Be-Hisi Ek Barf Hai Is Ko Pighalna Chahiye; *Be-hisi: Senseless, Without Feeling |
Zindagi Jab Bhi Aazmati Hai; Kuch Na Kuch To Humein Sikhati Hai! |
Ik Ik Qadam Pe Rakhi Hai Yun Zindagi Ki Laaj; Gham Ka Bhi Ehtiram Kiya Hai Khushi Ke Saath! |
Wo Kya Zindagi Jis Mein Joshish Nahi; Wo Kya Aarzoo Jis Mein Kavish Nahi! |
Ai Gham-e-Zindagi Na Ho Naraz; Mujh Ko Aadat Hai Muskurane Ki! |
Sair Kar Duniya Ki Ghafil Zindagani Phir Kahan; Zindagi Gar Kuch Rahi To Ye Jawani Phir Kahan! |
Zindagi Mein Aisa Kitni Baar Hota Hai Yahan; Manzilon Ka Raasta Dushvar Hota Hai Yahan! |
Main Udta Rehta Hun Neele Samundaron Mein Kahin; So Titliyon Ke Liye Khwab Laata Rehta Hun! |
Abhi Hai Ghair Ke Altaf Se Jafa-e-Habib; Wahi Raza Hai Hamari Jo Hai Raza-e-Habib! |