Cheapest Contraceptive!

Santa bada dukhi sa hokar apne ek khaas Doctor dost ke pass jata hai aur apni samasya batata hai.

Santa: Yaar, koi sasta tareeka batao pregnency rokne ka.

Doctor: Condom lo.

Santa: Mahanga hai.

Doctor: Mala D lo.

Santa: Ye bhi mahangi hai.

Doctor: Nasbandi karwa lo.

Santa: Ye bhi kaafi mehnga hai.

Doctor, Gusse Se: Abe kamine, kanjoos kahnin ke, tum apni wife ke saath sex karna band kyun nahin kar dete?

Santa: Ye tarika toh paanch saal se try kar raha hoon phir bhi meri biwi pregnent ho jati hai.