Idli Maker!!!

Ek din Banta apni wife Preeto ko khush karne ke liye idlis bana raha tha.

Wife: Arre wah darling, kya first-class idli bani hain. Ek baat batao tum itni achchi aur badi idlis kaise banate ho?

Banta: Oye, mere paas idli banane wala ek bada khaas type ka kapda hai. Yeh Dekho....

Wife: Haraamkhor yeh idli kapda nahin meri BRA hai....