Hafeez Jalandhari Shayari

• Doston Ko Bhi Mile Dard Ki Daulat Ya Rab;

Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi!
Upload to Facebook
Doston Ko Bhi Mile Dard Ki Daulat Ya Rab;
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi!
~ Hafeez Jalandhari
• Koi Chara Nahi Dua Ke Siwa;

Koi Sunta Nahi Khuda Ke Siwa!Upload to Facebook
Koi Chara Nahi Dua Ke Siwa;
Koi Sunta Nahi Khuda Ke Siwa!
~ Hafeez Jalandhari
• Wafaon Ke Badle Jafa Kar Rahe Hain;

Main Kya Kar Raha Hun Woh Kya Kar Rahe Hain!Upload to Facebook
Wafaon Ke Badle Jafa Kar Rahe Hain;
Main Kya Kar Raha Hun Woh Kya Kar Rahe Hain!
~ Hafeez Jalandhari
• Ahl-e-Zubaan Toh Hai Bahut;

Koi Nahin Hai Ahl-e-Dil!Upload to Facebook
Ahl-e-Zubaan Toh Hai Bahut;
Koi Nahin Hai Ahl-e-Dil!
~ Hafeez Jalandhari
• Dekha Jo Teer Kha Ke Kami-Gaah Ki Taraf;

Apne Hi Doston Se Mulaqaat Ho Gayi!Upload to Facebook
Dekha Jo Teer Kha Ke Kami-Gaah Ki Taraf;
Apne Hi Doston Se Mulaqaat Ho Gayi!
~ Hafeez Jalandhari
• Chahoon To Ab Bhi Janibe-Manzil Palat Chalu;

Gumraah Is Liye Hun Ki Rahbar Khafha Na Ho!

Translation:

Janibe-Manzil: Towards The Destination

Upload to Facebook
Chahoon To Ab Bhi Janibe-Manzil Palat Chalu;
Gumraah Is Liye Hun Ki Rahbar Khafha Na Ho!

Translation:
Janibe-Manzil: Towards The Destination
~ Hafeez Jalandhari
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT