Khwaja Mir Dard Shayari

• Arz-o-Sama Kahan Tiri Vusat Ko Paa Sake,

Mera Hi Dil Hai Woh Ki Jahan Tu Sama Sake!Upload to Facebook
Arz-o-Sama Kahan Tiri Vusat Ko Paa Sake,
Mera Hi Dil Hai Woh Ki Jahan Tu Sama Sake!
~ Khwaja Mir Dard
• Sair Kar Duniya Ki Ghafil Zindagani Phir Kahan,

Zindagi Gar Kuch Rahi To Yeh Jawani Phir Kahan!Upload to Facebook
Sair Kar Duniya Ki Ghafil Zindagani Phir Kahan,
Zindagi Gar Kuch Rahi To Yeh Jawani Phir Kahan!
~ Khwaja Mir Dard
• Teri Gali Mein Main Na Chalun Aur Saba Chale;

Yun Hi Khuda Jo Chahe To Bande Kee Kya Chale;

Kis Kee Ye Mauj-e-Husan Hui Jalvagar Kee Yun;

Dariya Mein Jo Habab The Aankhein Chuppa Chale!Upload to Facebook
Teri Gali Mein Main Na Chalun Aur Saba Chale;
Yun Hi Khuda Jo Chahe To Bande Kee Kya Chale;
Kis Kee Ye Mauj-e-Husan Hui Jalvagar Kee Yun;
Dariya Mein Jo Habab The Aankhein Chuppa Chale!
~ Khwaja Mir Dard
• Dard Ke Milne Se Ai Yaar Bura Kyun Mana;

Usko Kuch Aur Siwa Deed Ke Manzur Na Tha!Upload to Facebook
Dard Ke Milne Se Ai Yaar Bura Kyun Mana;
Usko Kuch Aur Siwa Deed Ke Manzur Na Tha!
~ Khwaja Mir Dard
• Na Koi Ilzaam, Na Koi Tanz, Na Koi Ruswai Mir;

Din Bahut Hogaye Yarron Ne Koi Inayat Nahi Ki!Upload to Facebook
Na Koi Ilzaam, Na Koi Tanz, Na Koi Ruswai Mir;
Din Bahut Hogaye Yarron Ne Koi Inayat Nahi Ki!
~ Khwaja Mir Dard
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT