Jo Aata Hai Khushi Ki Inteha Par; Bahut Roye The Us Aansu Ki Khatir! |
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Tarha Hain; Alfaazon Se Bharpoor Magar Khamosh! |
Samay Ne Jab Bhi Andhero Se Dosti Ki Hai, Jala Ke Apna Hi Ghar Humne Roshni Ki Hai; Saboot Hain Mere Ghar Mein Woh Spasht Dhabbe, Jahan Kabhi Ujjalon Ne Khudkhushi Ki Hai! |
Kitne Dardnak The Woh Manjar Jab Hum Bichade The; Usne Kaha Tha Jeena Bhi Nahi, Aur Rona Bhi Nahi! |
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Tarha Hain; Alfaazon Se Bharpoor Magar Khamosh! |
Kitne Tohfe Deti Hai Ye Mohabbat Bhi; Ruswai Alag Judaai Alag Tanhai Alag! |
Tum Par Beetegi Toh Tum Bhi Jaan Jaoge Mohsin; Koi Nazar Andaaz Kare Toh Kitna Dard Hota Hai! |
Ek Khushi Dil Ne Kya Maang Li; Meri Har Khushi Ko Nazar Lag Gayi! |
Ghar Ko Khojen Raat Din Ghar Se Nikle Paanv; Woh Rasta Hi Kho Geya Jis Raste Tha Gaanv! |
Hum Jag Mein Kaise Rahe Zara Dijiye Dhyan; Raat Guzari Jis Tarah Dushman-Ghar Mehman! |