Lo Khatm Hui Rang-o-Gulaal Ki Shokhiyan, Chalo Yaaron, Phir Berang Duniya Mein Laut Chalein! |
Apni Tamanna Se Kabhi Kuch Nahi Chaha Tha Humne, Uss Ki Khushi Dhundhte Rahe Toh Badnaam Ho Gaye! |
Ek Kahani Si Dil Par Likhi Reh Gayi, Woh Nazar Jo Mujhe Dekhti Reh Gayi; Log Aakar Bazaar Mein Bik Bhi Gaye, Meri Keemat Lagi Ki Lagi Reh Gayi! |
Naseeb Ke Khel Ko Bhi Ajeeb Tarah Se Khela Hai Humne, Jo Na The Naseeb Mein Usi Ko Toot Kar Chah Baithe! |
Ek Din Hum Bhi Kafan Odh Jayenge, Har Ek Rishta Iss Zamane Se Tod Jayenge, Jitna Jee Chahe Sata Lo Yaaro, Ek Din Rulate Hue Sabko Chhod Jayenge! |
Aaj Kisi Ki Dua Ki Kami Hai; Tabhi To Humari Aankhon Mein Nami Hai; Koi To Hai Jo Bhol Gaya Hai Humain; Par Hamare Dil Mein Unki Jagah Ab Bhi Wahin Hai! |
Us Ke Daaman Mein Bhee Zakhmon Ke Siwa Kuch Na Mila; Humne Jis Shaqs Ko Samjha Tha Maseeha Sabka! Zakhm: Wound Daaman: Lower Portion Of A Shirt Or A Coat Maseeha: Saviour |
Dil Ke Dard Ko Dil Todne Wala Kya Jane; Pyaar Ki Rasmon Ko Yeh Zamane Wale Kya Jane; Hoti Hai Kitni Takleef Qabar Ke Neeche; Yeh Upar Se Phool Charane Wale Kya Jane! |
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Sara Jahaan Mujhko; Afsos Ki Un Aakhnon Mein Kabhi Khud Ko Nahi Dekha! |
Apni Tamanna Se Kabhi Kuch Nahi Chaha Tha Humne, Uss Ki Khushi Dhundhte Rahe Toh Badnaam Ho Gaye! |