Armaan Shayari

  • Apni Halat Ka Khud Ehsas Nahi Hai Mujh Ko;</br>
Main Ne Auron Se Suna Hai Ki Pareshan Hun Main!Upload to Facebook
    Apni Halat Ka Khud Ehsas Nahi Hai Mujh Ko;
    Main Ne Auron Se Suna Hai Ki Pareshan Hun Main!
  • Be-Khudi Mein Le Liya Bosa Khata Kijiye Maaf;</br>
Ye Dil-e-Betab Ki Saari Khata Thi Main Na Tha!</br></br>
*Bosa: KissUpload to Facebook
    Be-Khudi Mein Le Liya Bosa Khata Kijiye Maaf;
    Ye Dil-e-Betab Ki Saari Khata Thi Main Na Tha!

    *Bosa: Kiss
    ~ Bahadur Shah Zafar
  • Main To Mushtaq Hun Aandhi Mein Bhi Udne Ke Liye;</br>
Main Ne Ye Shauq Ajab Dil Ko Laga Rakha Hai!Upload to Facebook
    Main To Mushtaq Hun Aandhi Mein Bhi Udne Ke Liye;
    Main Ne Ye Shauq Ajab Dil Ko Laga Rakha Hai!
    ~ Lata Haya
  • Ek Raat Aap Ne Umeed Pe Kya Rakha Hai;</br>
Aaj Tak Hum Ne Chiragon Ko Jala Rakha Hai!Upload to Facebook
    Ek Raat Aap Ne Umeed Pe Kya Rakha Hai;
    Aaj Tak Hum Ne Chiragon Ko Jala Rakha Hai!
    ~ Shaz Tamkanat
  • Budhon Ke Saath Log Kahan Tak Wafa Karen;</br>
Budhon Ko Bhi Jo Maut Na Aaye To Kya Karen!Upload to Facebook
    Budhon Ke Saath Log Kahan Tak Wafa Karen;
    Budhon Ko Bhi Jo Maut Na Aaye To Kya Karen!
    ~ Akbar Allahabadi
  • Ham-Safar Ho To Koi Apna-Sa;</br>
Chand Ke Saath Chaloge Kab Tak!Upload to Facebook
    Ham-Safar Ho To Koi Apna-Sa;
    Chand Ke Saath Chaloge Kab Tak!
    ~ Shohrat Bukhari
  • Ye Dhoop To Har Rukh Se Pareshan Karegi;<br/>
Kyon Dhoond Rahe Ho Kisi Deewar Ka Saaya!Upload to Facebook
    Ye Dhoop To Har Rukh Se Pareshan Karegi;
    Kyon Dhoond Rahe Ho Kisi Deewar Ka Saaya!
    ~ Athar Nafees
  • Garmi Lagi To Khud Se Alag Ho Ke So Gaye;<br/>
Sardi Lagi To Khud Ko Dobara Pehan Liya!Upload to Facebook
    Garmi Lagi To Khud Se Alag Ho Ke So Gaye;
    Sardi Lagi To Khud Ko Dobara Pehan Liya!
    ~ Bedil Haidri
  • 
Kehte Hain Umr-e-Rafta Kabhi Lautti Nahi;<br/>
Ja Mai-Kade Se Meri Jawani Utha Ke La!Upload to Facebook
    Kehte Hain Umr-e-Rafta Kabhi Lautti Nahi;
    Ja Mai-Kade Se Meri Jawani Utha Ke La!
    ~ Abdul Hamid Adam
  • Ab Bhi Barsaat Ki Raaton Mein Badan Toota Hai;<br/>
Jaag Uthti Hain Ajab Khwahishen Angdai Ki!Upload to Facebook
    Ab Bhi Barsaat Ki Raaton Mein Badan Toota Hai;
    Jaag Uthti Hain Ajab Khwahishen Angdai Ki!
    ~ Parveen Shakir
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT