Din Agar Laut Bhi Aayen To Kya Kariye; Dil Lagana To Phir Bhi Usi Sitamgar Se Hai! |
Bechain Hoke Shouq Woh Mashooq Ho Gaye; Jis Par Padi Nigaah Tere Beqrar Ki! |
Kaash Ye Dil Shishe Ka Bana Hota; Chot Lagti To Beshak Yeh Fanah Hota; Par Sunte Jab Wo Aawaz Iske Tutne Ki; Tab Unhein Bhi Apne Gunah Ka Ehsaas Hota! |
Mohabbat Ke Sapne Dikhatae Bohat Hain; Wo Raaton Main Hum Ko Jagate Bohat Hain; Main Ankhon Main Kajal Lagaon To Kaise; Inn Ankhon Ko Log Rulatae Bohat Hain! |
Uski Bewafai Pe Bhi Fida Hoti Hai Jaan Apni; Khuda Jaane Agar Usmein Wafa Hoti Toh Kya Hota! |
Alfaaz Giraa Dete Hain Jazbaat Ki Qeemat; Har Baat Ko Alfaaz Mein Tola Na Karo! |
Nadangi Ki Hadh Toh Dekho Mere Sanam Ki; E Doston Mujhe Kho Kar Mera Jaisa Khoj Rahi Hai! |
Humne To Ishq Ke Nashe Mein Unko Khudaa Bana Daala, Hosh To Tab Aaya Jab Unhone Kaha Ki Khudaa Kisi Ek Ka Nahi Hota! |
Kaam Aa Sakin Na Apni Wafayein To Kya Karen, Us Bewafa Ko Bhool Na Jayein To Kya Karen! |
Wafa Ke Badle Bewafayi Na Diya Karo, Meri Umeed Thukra Ke Inkaar Na Kiya Karo, Teri Mohabbat Mein Hum Sab Kuch Kho Baithe, Jaan Chali Jayegi Yun Imtihaan Na Liya Karo! |