Main Bikhar Jayunga Aanson Ki Tarah; Is Kadar Pyar Ke Baad Duayein Na De! |
Ghazal Uss Ne Chhedi Mujhe Saaz Dena; Zara Umar-e-Rafta Ko Awaaz Dena! |
Bahut Pehle Se Un Kadmon Ki Aahat Jaan Lete Hain; Tujhe Ai Zindagi Hum Door Se Pehchan Lete Hain! |
Kya Rog De Gayi Hai Yeh Naye Mausam Ki Barish; Mujhe Yaad Aa Rahe Hain Mujhe Bhool Jane Wale! |
Jeene Ki Khwaish Mein Har Roz Marte Hain; Wo Aaye Na Aaye Hum Intezaar Karte Hain; Jutha Hi Sahi Mere Yaar Ka Vaada Hai; Hum Sach Maankar Aitbar Karte Hain! |
Har Lamha Aapke Honthon Pe Muskan Rahe; Khuda Kare Har Gham Se Aap Anjaan Rahe; Mehak Uthe Jis Se Zindagi Aapki; Hamesha Aapke Pas Wo Insaan Rahe! |
Is Kadar Betabi Na Bada Yeh Berukhi Hai Sanam; Mujhe Tu Is Jahan Se Le Ja Is Pyaar Ka Sahara Ban! |
Apna Toh Chaahaton Mein Yahi Usool Hain; Jab Tu Qubool Hai, Toh Tera Sub Kuch Qubool Hai! |
Karte Nahi Izhaar Phir Kyon Karte Ho Tum Pyaar, Nazron Se Baatein To Bahut Hui Ab Lab Se Karo Iqraar! |
Aankhon Kee Gehrai Ko Samjh Nahi Sakte; Hontho Se Kuch Keh Nahi Sakte; Kaise Bayan Kare Hum Aapko Yeh Dil Ka Haal Ki; Tum Hi Ho Jiske Bina Hum Reh Nahi Sakte! |