Qaasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Likh Rakkhun; Main Jaanta Hoon Jo Wo Likhenge Jawaab Mein! |
Lamhe Ye Suhane Saath Ho Na Ho; Kal Me Aaj Jaisi Koi Baat Ho Na Ho; Aapka Pyar Hamesha Is Dil Mei Rahega; Chahe Poori Umar Mulaqat Ho Na Ho! |
Dil Mei Chhipi Yadoon Se Sawaraa Tujhe; Tu Dekhe To Apni Ankhon Mei Utaru Tujhe; Tere Naam Ko Labo Pe Aise Sajaya Hai; So Bhi Jau To Khawbo Mein Pukaru Tujhe! |
Yeh Bahein Humein Jab; Apni Panahon Mein Bulathi Hein; Humein Apni Kasam Hum; Har Sahara Bhool Jatey Hain! |
Tere Bina Hum Jeena Bhool Jate Hain; Zakhmon Ko Seena Bhool Jate Hain; Tu Zindagi Mein Sub Se Azeez Hai Hamain; Tujhse Her Baar Yeh Kehna Bhool Jaate Hain! |
Uski Hansi Mein Chupe Dard Ko Mehsus Kar Dost; Woh Kyu Yunhi Hans-Hans K Khud Ko Saza Deta Hai! |
Paas Hote Hain Jab Wo Mere Toh Koi Mozu-E-Guftagoo Nahi; Door Hote Hain Toh Har Guftagoo Unhi Ke Liye Hai! |
Tere Bina Hum Jeena Bhool Jate Hain; Zakhmon Ko Seena Bhool Jate Hain; Tu Zindagi Mein Sub Se Azeez Hai Humain; Tujhse Her Baar Yeh Kehna Bhool Jaatay Hain! |
Yeh Darya Ishq Mein Qadam Zara Soch Ke Rakhna; Ish Mein Utarne Wale Ko Kinara Nahi Milta! |
Saza Na Do Mujh Ko Be-Qasoor Hoon Mein; Tham Lo Mujko Ghamon Se Choor Hoon Mein; Tere Pyar Ne Kar Diya Pagal Sa Mujhe; Aur Logon Ka Kehna Hai K Maghror Hoon Mein! |