Dosti Shayari

• Zidd Har Ik Baat Par Nahi Achchhi;

Dost Ki Dost Maan Lete Hain!Upload to Facebook
Zidd Har Ik Baat Par Nahi Achchhi;
Dost Ki Dost Maan Lete Hain!
~ Dagh Dehlvi
• Dushmanon Se Pyaar Hota Jayega;

Doston Ko Aazmate Jaiye!
Upload to Facebook
Dushmanon Se Pyaar Hota Jayega;
Doston Ko Aazmate Jaiye!
~ Khumar Barabankvi
• Sab Ne Kaha Dosti Ek Dard Hai,

Hum Ne Kaha Qubool Hai;

Sab Ne Kaha Is Dard Ke Saath Jee Nahi Paoge,

Hum Ne Kaha Teri Dosti Ke Saath Marna Bhi Qubool Hai!

Upload to Facebook
Sab Ne Kaha Dosti Ek Dard Hai,
Hum Ne Kaha Qubool Hai;
Sab Ne Kaha Is Dard Ke Saath Jee Nahi Paoge,
Hum Ne Kaha Teri Dosti Ke Saath Marna Bhi Qubool Hai!
~ Annonymous
• Dushmanon Ki Jafa Ka Khauf Nahi;

Doston Ki Wafa Se Darte Hain!
Upload to Facebook
Dushmanon Ki Jafa Ka Khauf Nahi;
Doston Ki Wafa Se Darte Hain!
~ Hafeez Banarasi
• Guzre Jo Apne Yaaron Ki Sohbat Mein Chaar Din;

Aisa Laga Basar Hue Jannat Mein Chaar Din!

*Sohbat: Association, CompanyUpload to Facebook
Guzre Jo Apne Yaaron Ki Sohbat Mein Chaar Din;
Aisa Laga Basar Hue Jannat Mein Chaar Din!
*Sohbat: Association, Company
~ A G Josh
• Woh Koi Dost Tha Achche Dinon Ka;

Jo Pichhli Raat Se Yaad Aa Raha Hai!Upload to Facebook
Woh Koi Dost Tha Achche Dinon Ka;
Jo Pichhli Raat Se Yaad Aa Raha Hai!
~ Nasir Kazmi
• Jab Tak Jiye Nibhayenge Hum Un Se Dosti;

Apne Rahe Jo Dost Museebat Mein Chaar Din!Upload to Facebook
Jab Tak Jiye Nibhayenge Hum Un Se Dosti;
Apne Rahe Jo Dost Museebat Mein Chaar Din!
~ A G Josh
• Guzre Jo Apne Yaaron Ki Sohbat Mein Chaar Din;

Aisa Laga Basar Hue Jannat Mein Chaar Din!Upload to Facebook
Guzre Jo Apne Yaaron Ki Sohbat Mein Chaar Din;
Aisa Laga Basar Hue Jannat Mein Chaar Din!
~ A. G. Josh
• Ho Gaye Nakaam To Pachhtayein Kya;

Doston Ke Samne Sharmayein Kya!Upload to Facebook
Ho Gaye Nakaam To Pachhtayein Kya;
Doston Ke Samne Sharmayein Kya!
~ Kaif Ahmed Siddiqui
• Wo Chai Ki Pyali Pe Yaaron Ke Jalse;

Wo Sardi Ki Raatein Wo Zulfon Ke Qisse!Upload to Facebook
Wo Chai Ki Pyali Pe Yaaron Ke Jalse;
Wo Sardi Ki Raatein Wo Zulfon Ke Qisse!
~ Aabidullah Ghazi
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT