Heya Nahi Hai Zamane Ki Aankh Mein Baaki; Khuda Kare Ki Jawani Teri Rahe Be-Dagh! |
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Unka Har Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai! |
Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hai, Abhi Ishq Ke Imtehaan Aur Bhi Hain! |
Akal Ko Tanqid Se Fursat Nahi; Ishq Par Aamal Ki Buniyaad Rakh! |
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai, Un Ka Har Aib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai! |
Khudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinaara Nahi; Tu Aabju Ise Samajha Agar To Chaara Nahin! Khudi: Sense of Self Bahar: Sea, A poetic meter Aabju: Rivulet |
Khudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinaara Nahi; Tu Aabju Ise Samajha Agar To Chaara Nahin! Khudi: Sense of Self Bahar: Sea, A poetic meter Aabju: Rivulet |
Faqat Nigah Se Hota Hai Faisla Dil Ka; Na Ho Nigah Mein Shokhi Toh Dilbari Kya Hai! |
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai, Un Ka Har Aib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai! Shajar = Tree Aib = Weakness |
Ishq Teri Inteha, Ishq Meri Inteha; Tu Bhi Abhi Na-Tamam, Main Bhi Abhi Na-Tamam! Love is thy goal, and mine, too, but both Are so far novices on the path of love. |