Dekh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye! |
Khuda To Milta Hai, Insaan Hi Nahin Milta; Yeh Cheez Woh Hai Jo Dekhi Kahin Kahin Maine! |
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Un Ka Har Aaib Bhi Zamany Ko Hunar Lagta Hai! Translation: Shajar = Tree Aaib = Weakness |
Tere Ishq Ki Tere Ishq Ki Intaha Chahta Hun; Meri Sadgi Dekh Kya Chahta Hun; Sitam Ho K Ho Wada-e-Behijabi; Koi Bat Sabr-Azma Chahta Hun; Ye Jannat Mubarak Rahe Zahidon Ko; K Main Ap Ka Samna Chahta Hun; Koi Dam Ka Mehman Hun Ai Ahl-e-Mahfil; Chirag-e-Sahar Hun, Bujha Chahta Hun; Bhari Bazm Mein Raz Ki Bat Kah Di; Bara Be-Adab Hun, Saza Chahta Hun! |
Mohabbat Ka Junun Mohabbat Ka Junun Baqi Nahin Hai; Musalmanon Mein Khun Baqi Nahin Hai; Safen Kaj, Dil Pareshan, Sajda Bezuk; K Jazba-e-Andrun Baqi Nahin Hai; Ragon Mein Lahu Baqi Nahin Hai; Wo Dil, Wo Awaz Baqi nahin Hai; Namaz-o-Roza-o-Gurbani-o-Haj; Ye Sab Baqi Hai Tu Baqi Nahin Hai! |
Daikh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye! |
Akal Ayyaar Hai, Sau Bhaiss Bana Leti Hai; Ishq Bechara Na Mulla Hai Na Zahid Na Hakeem! Translation: Ayyaar = Clever |
Mere Haq Mein To Nahin Taaron Ki Basti Achhi; Iss Bulandi Se Zameen Walon Ki Pasti Achi! |
Gulazar-E-Hast-O-Bu Gulazar-E-Hast-O-Bu Na Beganavar Dekh; Hai Dekhane Ke Cheez Ise Bar Bar Dekh; Aaya Hai To Jahan Mein Misal-E-Sharar Dekh; Dam De Najaye Hasti-E-Napayedar Dekh; Mana Ke Teri Did Ke Qabil Nahi Hun Main; Tu Mera Shauq Dekh Mera Intazar Dekh; Kholi Hain Zauq-E-Did Ne Aankhen Teri To Phir; Har Rahaguzar Mein Naqsh-E-Kaf-E-Pay-E-Yar Dekh! |
Gulazar-E-Hast Gulazar-E-Hast-O-Bu Na Beganavar Dekh; Hai Dekhane Ke Cheez Ise Bar Bar Dekh; Aaya Hai To Jahan Mein Misal-E-Sharar Dekh; Dam De Najaye Hasti-E-Napayedar Dekh; Mana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahi Hun Main; Tu Mera Shauq Dekh Mera Intazar Dekh; Kholi Hain Zauq-E-Deed Ne Aankhen Teri To Phir; Har Rahaguzar Mein Naqsh-E-Kaf-E-Pay-E-Yar Dekh! |