Dekh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pe Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Hue The, Paani Se Bah Gaye! |
Taskeen Na Ho Jis Se Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo; Jo Raaz Na Rakh Paye Hamraaz Badal Dalo; Tum Ne Bhi Suni HoGi Bari Aam Kahawat Hai; Anjam Ka Jo Ho Khatra Aghaz Badal Dalo; Pur-Soz Dilon Ko Jo Muskan Na De Paye; Sur Hi Na Mile Jis Mein Wo Saaz Badal Dalo; Dushman Ke Iradon Ko Hai Zahir Agar Karna; Tum Khel Wohi Khelo Andaz Badal Dalo; Ay Dost Karo Himmat Kuch Door Savera Hai; Agar Chahte Ho Manzil To Parwaaz Badal Dalo! |
Ishq Qaatil Say Bhi, Maqtool Say Hamdardi Bhi; Yeh Bata Kiss Say Mohabbat Ki Jaza Mangay Ga; Sajda Khaaliq Ko Bhi, Iblees Say Yarana Bhi; Hashr Mein Kis Say Aqeedat Ka Sila Mangay Ga! |
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Unn Ka Her Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai! Translation: Shajar = Tree Aaib = Weakness |
Kaha Talash Karoge Tum Mujh Jaisa Koi; Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe; Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare! |
Ishq Qaatil Se Bhi, Maqtool Se Hamdardi Bhi; Yeh Btaa Kis Se Mohabbat Ki Jaza Mange Ga! |
Masjid Khuda Ka Ghar Hai; Peene Ki Jagha Nahin; Kaafir Ke Dil Mein Ja; Wahan Khudaa Nahin! |
Khuda To Milta Hai, Insaan Hi Nahin Milta; Yeh Cheez Woh Hai Jo Dekhi Kahin Kahin Maine! |
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Un Ka Har Aaib Bhi Zamaane Ko Hunar Lagta Hai! Translation: Shajar = Tree Aaib = Weakness |
Ishq Qaatil Say Bhi, Maqtool Say Hamdardi Bhi; Yeh Bta Kis Say Mohabbat Ki Jaza Mangay Ga; Sajda Khaaliq Ko Bhi, Iblees Say Yarana Bhi; Hashr Mein Kis Say Aqeedat Ka Sila Mangay Ga! |