Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Un Ka Har Aaib Bhi Zamany Ko Hunar Lagta Hai! Translation: Shajar = Tree Aaib = Weakness |
Daikh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye! |
Akal Ayyaar Hai, Sau Bhaiss Bana Leti Hai; Ishq Bechara Na Mulla Hai Na Zahid Na Hakeem! Translation: Ayyaar = Clever |
Mere Haq Mein To Nahin Taaron Ki Basti Achhi; Iss Bulandi Se Zameen Walon Ki Pasti Achi! |
Maghrib Ki Waadion Mein Goonji Azaan Hamari; Thamta Na Tha Kisi Se Sail-E-Rawaan Hamara! |
Jab Se Chaman Chhuta Hai Yeh Haal Ho Gaya Hai; Dil Gham Ko Kah Raha Gham Dil Ko Kah Raha! |
Ilm Ne Mujh Se Kaha Ishq Hai Diwana-Pan; Ishq Ne Mujh Se Kaha Ilm Hai Takhmeen-o-Zan! Translation: Knowledge said to me, Love is madness; Love said to me, Knowledge is calculation! |