Mir Taqi Mir Shayari

• Ya Haathon Haath Lo Mujhe Jaise Ki Maanind-e-Jaam-e-Mai;

Ya Todi Door Saath Chalo, Main Nashe Mein Hoon!

Maanind-e-Jaam-e-Mai: Like The Glass Of WineUpload to Facebook
Ya Haathon Haath Lo Mujhe Jaise Ki Maanind-e-Jaam-e-Mai;
Ya Todi Door Saath Chalo, Main Nashe Mein Hoon!

Maanind-e-Jaam-e-Mai: Like The Glass Of Wine
~ Mir Taqi Mir
• Raah-e-Door-e-Ishq Mein Rota Hai Kya;

Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya!

Raah-e-Door-e-Ishq: The Long Path Of LoveUpload to Facebook
Raah-e-Door-e-Ishq Mein Rota Hai Kya;
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya!

Raah-e-Door-e-Ishq: The Long Path Of Love
~ Mir Taqi Mir
• Ameeron Tak Rasaai Ho Chuki Bas;

Meri Bakht-Aazmayai Ho Chuki Bas!

Rasaai: Reach, Access

Bakht: LuckUpload to Facebook
Ameeron Tak Rasaai Ho Chuki Bas;
Meri Bakht-Aazmayai Ho Chuki Bas!

Rasaai: Reach, Access
Bakht: Luck
~ Mir Taqi Mir
• Mujhe Kaam Rone Se Aksar Hai Naaseh;

Tu Kab Tak Mere Munh Ko Dhoota Rahega!

Naaseh: Preacher
Upload to Facebook
Mujhe Kaam Rone Se Aksar Hai Naaseh;
Tu Kab Tak Mere Munh Ko Dhoota Rahega!

Naaseh: Preacher
~ Mir Taqi Mir
• Dil Se Rukhsat Hui Koi Khwahish;

Giryaa Kuch Be-Sabab Nahi Aata!
Upload to Facebook
Dil Se Rukhsat Hui Koi Khwahish;
Giryaa Kuch Be-Sabab Nahi Aata!
~ Mir Taqi Mir
• Ham Khudaa Ke Kabhi Kabil Hi Na The,

Un Ko Dekha To Khudaa Yaad Aayaa!Upload to Facebook
Ham Khudaa Ke Kabhi Kabil Hi Na The,
Un Ko Dekha To Khudaa Yaad Aayaa!
~ Mir Taqi Mir
• Dil Wo Nagar Nahin Ki Phir Aabaad Ho Sake;
Pachtaoge Suno Ho Ye Basti Ujad Kar!
~ Mir Taqi Mir
• Kya Kahun Tum Se Main Ki Kya Hai Ishq;
Jaan Ka Rog Hai, Bala Hai Ishq;

Ishq Hi Ishq Hai Jahaan Dekho;
Saare Aalam Mein Bhar Raha Hai Ishq;

Ishq Maashuq Ishq Aashiq Hai;
Yaani Apna Hi Mubtala Hai Ishq;

Ishq Hai Tarz-o-Taur Ishq Ke Taeen;
Kahin Banda Kahin Khuda Hai Ishq;

Kaun Maksad Ko Ishq Bin Pahuncha;
Aarzoo Ishq Wa Mudda Hai Ishq;

Koi Khwaahan Nahi Mohabbat Ka;
Tu Kahe Jins-e-Narwa Hai Ishq;

Meer Ji Zarad Hote Jaate Hain;
Kya Kahin Tum Ne Bhi Kiya Hai Ishq!
~ Mir Taqi Mir
• Na Socha Na Samjha

Na Socha Na Samjha Na Seekha Na Jana;
Mujhe Aa Geya Khud-Ba-Khud Dil Lagana;

Zara Dekh Kar Apna Jalwa Dikhana;
Simat Kar Yahin Aa Na Jaye Zamana;

Zubaan Par Lagi Hain Wafaon Kee Muhrein;
Khamoshi Meri Keh Rahi Hai Fasana;

Gulon Tak Lagayi To Aasaan Hai Lekin;
Hai Dushwaar Kaanton Se Daaman Bachana;

Karo Laakh Tum Matam-e-Naujawani;
Pa 'Meer' Ab Nahi Aayega Wo Zamana!
~ Mir Taqi Mir
• Kya Kahun Tum Se

Kya Kahun Tum Se Main Ki Kya Hai Ishq;
Jaan Ka Rog Hai, Bala Hai Ishq;

Ishq Hi Ishq Hai Jahan Dekho;
Sare Aalam Mein Bhar Raha Hai Ishq;

Ishq Mashuq Ishq Aashiq Hai;
Yani Apna Hi Mubtala Hai Ishq;

Ishq Hai Tarz-o-Taur Ishq Ke Taeen;
Kahin Banda Kahin Khuda Hai Ishq;

Kaun Maqsad Ko Ishq Bin Pahuncha;
Aarzoo Ishq Wa Mudda Hai Ishq;

Koi Khwaahan Nahin Mohabbat Ka;
Tu Kahe Jins-e-Narawa Hai Ishq;

Meer Ji Zarad Hote Jaate Hain;
Kya Kahin Tum Ne Bhi Kiya Hai Ishq!
~ Mir Taqi Mir
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT