Dard Shayari

• Ishq Ki Chot Ka Kuch Dil Pe Asar Ho To Sahi;

Dard Kam Ho Ya Zyada Ho Magar Ho To Sahi!Upload to Facebook
Ishq Ki Chot Ka Kuch Dil Pe Asar Ho To Sahi;
Dard Kam Ho Ya Zyada Ho Magar Ho To Sahi!
~ Jalal Lakhnavi
• Garmi Bahut Hai Aaj Khula Rakh Makaan Ko;

Us Ki Gali Se Raat Ko Purvai Aayegi!Upload to Facebook
Garmi Bahut Hai Aaj Khula Rakh Makaan Ko;
Us Ki Gali Se Raat Ko Purvai Aayegi!
~ Khaleel Rampuri
• Apne Apne Ghar Ja Kar Sukh Ki Neend So Jayen;

Tu Nahi Khasare Mein Main Nahin Khasare Mein!Upload to Facebook
Apne Apne Ghar Ja Kar Sukh Ki Neend So Jayen;
Tu Nahi Khasare Mein Main Nahin Khasare Mein!
~ Sarvat Husain
• Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Chhupayen Kaise;

Teri Marzi Ke Mutabiq Nazar Aayen Kaise!Upload to Facebook
Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Chhupayen Kaise;
Teri Marzi Ke Mutabiq Nazar Aayen Kaise!
~ Wasim Barelvi
• Mushkil Bahut Padegi Barabar Ki Chot Hai;

Aaina Dekhiyega Zara Dekh-Bhal Ke!Upload to Facebook
Mushkil Bahut Padegi Barabar Ki Chot Hai;
Aaina Dekhiyega Zara Dekh-Bhal Ke!
~ Ameer Minai
• Dil Abhi Poori Tarah Toota Nahi;

Doston Ki Mehrbani Chahiye!Upload to Facebook
Dil Abhi Poori Tarah Toota Nahi;
Doston Ki Mehrbani Chahiye!
~ Abdul Hamid Adam
• Main Laakh Ise Taaza Rakhun Dil Ke Lahu Se;

Lekin Teri Tasveer Khayali Hi Rahegi!Upload to Facebook
Main Laakh Ise Taaza Rakhun Dil Ke Lahu Se;
Lekin Teri Tasveer Khayali Hi Rahegi!
~ Zeb Ghauri
• Hazar Shama Farozan Ho Roshni Ke Liye;

Nazar Nahi To Andhera Hai Aadmi Ke Liye!Upload to Facebook
Hazar Shama Farozan Ho Roshni Ke Liye;
Nazar Nahi To Andhera Hai Aadmi Ke Liye!
~ Nushur Wahidi
• Kitni Lambi Khamoshi Se Guzra Hun;

Un Se Kitna Kuch Kehne Ki Koshish Ki!Upload to Facebook
Kitni Lambi Khamoshi Se Guzra Hun;
Un Se Kitna Kuch Kehne Ki Koshish Ki!
~ Gulzar
• Mohabbat Karne Wale Kam Na Honge;

Teri Mehfil Mein Lekin Hum Na Honge!Upload to Facebook
Mohabbat Karne Wale Kam Na Honge;
Teri Mehfil Mein Lekin Hum Na Honge!
~ Hafeez Hoshiarpuri
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT