Gila Shikwa Shayari

• Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-Jamal Mein;

Ik Aaina Tha Toot Geya Dekh Bhaal Mein!Upload to Facebook
Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-Jamal Mein;
Ik Aaina Tha Toot Geya Dekh Bhaal Mein!
~ Seemab Akbarabadi
• Baat Ulti Wo Samjhte Hain Jo Kuch Kehta Hun;

Ab Ke Pucha Toh Ye Keh Dunga Ki Haal Achha Hai!Upload to Facebook
Baat Ulti Wo Samjhte Hain Jo Kuch Kehta Hun;
Ab Ke Pucha Toh Ye Keh Dunga Ki Haal Achha Hai!
~ Jaleel Manikpuri
• Jab Pyaar Nahi Hai Toh Bhula Kyon Nahi Dete;

Khat Kis Liye Rakhe Hain Jala Kyon Nahi Dete!Upload to Facebook
Jab Pyaar Nahi Hai Toh Bhula Kyon Nahi Dete;
Khat Kis Liye Rakhe Hain Jala Kyon Nahi Dete!
~ Hasrat Jaipuri
• Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;

Unka Har Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!Upload to Facebook
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai;
Unka Har Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!
~ Allama Iqbal
• Girna Tha Jo Aapko Toh Sau Maqaam The;

Yeh Kya Kiya Aapne KeiNigaahon Se Gir Gaye!Upload to Facebook
Girna Tha Jo Aapko Toh Sau Maqaam The;
Yeh Kya Kiya Aapne KeiNigaahon Se Gir Gaye!
• Anjaane Shehar Mein Kisi Ne Peeche Se Patthar Maara Hai;

Zakham Keh Raha Hai, Koi Apna Hai Iss Shehar Mein!Upload to Facebook
Anjaane Shehar Mein Kisi Ne Peeche Se Patthar Maara Hai;
Zakham Keh Raha Hai, Koi Apna Hai Iss Shehar Mein!
• Bana Kar Usne Mere Sang Ret Ka Mahal;

Na Jaane Kyon Baarishon Ko Khabar Kar Di!Upload to Facebook
Bana Kar Usne Mere Sang Ret Ka Mahal;
Na Jaane Kyon Baarishon Ko Khabar Kar Di!
• Sirf Do Hi Gawah The Meri Wafa Ke;

Ek Waqt, Aur Ek Woh;

Ek Guzar Geya Aur Ek Mukar Geya!Upload to Facebook
Sirf Do Hi Gawah The Meri Wafa Ke;
Ek Waqt, Aur Ek Woh;
Ek Guzar Geya Aur Ek Mukar Geya!
• Yeh Sang-Dilon Ki Duniya Hai, Yahan Sambhal Ke Chalna Dost;

Yahan Palkon Pe Bithaya Jata Hai, Nazron Se Girane Ke Liye!Upload to Facebook
Yeh Sang-Dilon Ki Duniya Hai, Yahan Sambhal Ke Chalna Dost;
Yahan Palkon Pe Bithaya Jata Hai, Nazron Se Girane Ke Liye!
• Tum Mohabbat Thi Meri, Isliye Khafa Tha;

Gair Hoti Toh Fikar Hi Na Hoti!Upload to Facebook
Tum Mohabbat Thi Meri, Isliye Khafa Tha;
Gair Hoti Toh Fikar Hi Na Hoti!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT