Gila Shikwa Shayari

• Maine Logon Se Mutaasir Hona Chhod Diya;

Kyonki Log Wo Nahin Hote Jo Nazar Aate Hain!Upload to Facebook
Maine Logon Se Mutaasir Hona Chhod Diya;
Kyonki Log Wo Nahin Hote Jo Nazar Aate Hain!
• Mujhe Maloom Hai Tum Bahut Khush Ho Is Judai Se;

Ab Bas Khayal Rakhna Tumko Hum Jaisa Nahi Milega!Upload to Facebook
Mujhe Maloom Hai Tum Bahut Khush Ho Is Judai Se;
Ab Bas Khayal Rakhna Tumko Hum Jaisa Nahi Milega!
• Chahat Bhari Hai Rakabat Nahi Mili;

Kahin Par Bhi Sadakat Nahi Mili! Upload to Facebook
Chahat Bhari Hai Rakabat Nahi Mili;
Kahin Par Bhi Sadakat Nahi Mili!
• Isse Kehna Mujhe Is Ke Bina Nahi Rehna;

Bahut Dil Mein Aata Hai Magar Kuch Nahi Kehta! Upload to Facebook
Isse Kehna Mujhe Is Ke Bina Nahi Rehna;
Bahut Dil Mein Aata Hai Magar Kuch Nahi Kehta!
• Woh Jo Kehta Tha Taare Tod Kar Launga;

Yakeen Maano Usne Mujh Par Aasman Gira Diya!Upload to Facebook
Woh Jo Kehta Tha Taare Tod Kar Launga;
Yakeen Maano Usne Mujh Par Aasman Gira Diya!
• Chhuda Kar Hatth Narmi Ye Kehti Hai Sab Ke Samne;

Abhi Tak Gair Marhoom Tumhari Kuch Nahi Lagti! Upload to Facebook
Chhuda Kar Hatth Narmi Ye Kehti Hai Sab Ke Samne;
Abhi Tak Gair Marhoom Tumhari Kuch Nahi Lagti!
• Mujhe Maloom Hai Tumne Bahut Barsaat Dekhi Hai;

Magar Meri Inhi Aankhon Se Sawan Haar Jaata Hai!Upload to Facebook
Mujhe Maloom Hai Tumne Bahut Barsaat Dekhi Hai;
Magar Meri Inhi Aankhon Se Sawan Haar Jaata Hai!
• Na Kar Zidd Apni Aukat Mein Reh Ai Nadaan Dil;

Woh Bade Log Hain Apne Shaunk Se Yaad Karte Hain!Upload to Facebook
Na Kar Zidd Apni Aukat Mein Reh Ai Nadaan Dil;
Woh Bade Log Hain Apne Shaunk Se Yaad Karte Hain!
• Kuch Iss Tarah Sauda Kiya Waqt Ne;

Tazurba De Kar Woh Meri Nadani Le Geya!Upload to Facebook
Kuch Iss Tarah Sauda Kiya Waqt Ne;
Tazurba De Kar Woh Meri Nadani Le Geya!
• Kahan Tak Sunegi Raat Kahan Tak Sunayeinge Hum;

Shikwe Sare Sab Aaj Tere Ru-ba-ru Karein!Upload to Facebook
Kahan Tak Sunegi Raat Kahan Tak Sunayeinge Hum;
Shikwe Sare Sab Aaj Tere Ru-ba-ru Karein!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT