Gila Shikwa Shayari

• Ai Dost Hum Ne Tark-e-Mohabbat Ke Bawajud;

Mehsoos Ki Hai Teri Zaroorat Kabhi Kabhi!Upload to Facebook
Ai Dost Hum Ne Tark-e-Mohabbat Ke Bawajud;
Mehsoos Ki Hai Teri Zaroorat Kabhi Kabhi!
~ Nasir Kazmi
• Ahl-e-Hawas To Khair Hawas Mein Hue Zalil;

Woh Bhi Hue Kharab, Mohabbat Jinhon Ne Ki!
Upload to Facebook
Ahl-e-Hawas To Khair Hawas Mein Hue Zalil;
Woh Bhi Hue Kharab, Mohabbat Jinhon Ne Ki!
~ Ahmad Mushtaq
• Kamaal Karte Hain Humse Jalan Rakhne Wale,

Mehfile Khud Ki Sajate Hain Aur Charche Humare Karte Hain!Upload to Facebook
Kamaal Karte Hain Humse Jalan Rakhne Wale,
Mehfile Khud Ki Sajate Hain Aur Charche Humare Karte Hain!
• Abhi Na Chedd Mohabbat Ke Geet Ai Mutrib;

Abhi Hayat Ka Mahaul Khush-Gawar Nahi!Upload to Facebook
Abhi Na Chedd Mohabbat Ke Geet Ai Mutrib;
Abhi Hayat Ka Mahaul Khush-Gawar Nahi!
~ Sahir Ludhianvi
• Aate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya;

Us Ke Honthon Pe Kuch Kaanpta Reh Gaya!Upload to Facebook
Aate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya;
Us Ke Honthon Pe Kuch Kaanpta Reh Gaya!
~ Wasim Barelvi
• Dil Tutne Par Bhi Jo Shakhs Shikayat Bhi Na Kare,

Uss Shakhs Ki Mohabbat Mein Kamiyan Na Nikala Kar!Upload to Facebook
Dil Tutne Par Bhi Jo Shakhs Shikayat Bhi Na Kare,
Uss Shakhs Ki Mohabbat Mein Kamiyan Na Nikala Kar!
• Andheri Raat Ko Main Roz-e-Ishq Samjha Tha;

Chirag Tune Jalaya Toh Dil Bujha Mera!Upload to Facebook
Andheri Raat Ko Main Roz-e-Ishq Samjha Tha;
Chirag Tune Jalaya Toh Dil Bujha Mera!
• Pyaar Se Chahe Armaan Mang Lo,

Rooth Kar Chahe Muskaan Mang Lo;

Tamanna Ye Hai Ki Na Dena Kabhi Dhokha,

Phir Hans Kar Chahe Meri Jaan Mang Lo!Upload to Facebook
Pyaar Se Chahe Armaan Mang Lo,
Rooth Kar Chahe Muskaan Mang Lo;
Tamanna Ye Hai Ki Na Dena Kabhi Dhokha,
Phir Hans Kar Chahe Meri Jaan Mang Lo!
• Aadmi Jaan Ke Khata Hai Mohabbat Mein Fareb,

Khud-Farebi Hi Mohabbat Ka Sila Ho Jaise!
Upload to Facebook
Aadmi Jaan Ke Khata Hai Mohabbat Mein Fareb,
Khud-Farebi Hi Mohabbat Ka Sila Ho Jaise!
~ Iqbal Azeem
• Humne Bahut Dekhe Hain Ishq Mein Jaan Dene Wale,

Par Kya Kare Huzoor Aashiqui Dillagi Nahi Hoti!Upload to Facebook
Humne Bahut Dekhe Hain Ishq Mein Jaan Dene Wale,
Par Kya Kare Huzoor Aashiqui Dillagi Nahi Hoti!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT