Gila Shikwa Shayari

• Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti;

Khud Ko Itni Bhi Aziyat Nahi Di Ja Sakti!Upload to Facebook
Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti;
Khud Ko Itni Bhi Aziyat Nahi Di Ja Sakti!
• Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai,

Un Ka Har Aib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!

Shajar = Tree

Aib = Weakness
Upload to Facebook
Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai,
Un Ka Har Aib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai!

Shajar = Tree
Aib = Weakness
~ Allama Iqbal
• Rote Hain Ab Wahin Tanha Baith Ke `Akash`;

Jahan Sath-Sath Jeene Ke Khwab Dekhte The!Upload to Facebook
Rote Hain Ab Wahin Tanha Baith Ke "Akash";
Jahan Sath-Sath Jeene Ke Khwab Dekhte The!
• Aisa Gham Na De Ki Kabhi Ro Bhi Na Sakun,

Shab Kya Din Mein Bhi So Bhi Na Sakun;

Pehle Hi Bahut Daag Hain Mere Daaman Mein,

Aur Daagdar Na Kar Ki Dho Bhi Na Sakun!
Upload to Facebook
Aisa Gham Na De Ki Kabhi Ro Bhi Na Sakun,
Shab Kya Din Mein Bhi So Bhi Na Sakun;
Pehle Hi Bahut Daag Hain Mere Daaman Mein,
Aur Daagdar Na Kar Ki Dho Bhi Na Sakun!
• Aisa Gham Na De Ki Kabhi Ro Bhi Na Sakun,

Shab Kya Din Mein Bhi So Bhi Na Sakun;

Pehle Hi Bahut Daag Hain Mere Daaman Mein,

Aur Daagdar Na Kar Ki Dho Bhi Na Sakun!Upload to Facebook
Aisa Gham Na De Ki Kabhi Ro Bhi Na Sakun,
Shab Kya Din Mein Bhi So Bhi Na Sakun;
Pehle Hi Bahut Daag Hain Mere Daaman Mein,
Aur Daagdar Na Kar Ki Dho Bhi Na Sakun!
• Mera Haal-e-Dil Fir Mere Dil Mein Hi Rah Gaya;

Ik Kagaz Pe Likha Tha Barsaat Mein Bhig Gaya!Upload to Facebook
Mera Haal-e-Dil Fir Mere Dil Mein Hi Rah Gaya;
Ik Kagaz Pe Likha Tha Barsaat Mein Bhig Gaya!
• Lafz Bhi Jis Ahd Mein Kho Baithe Apna Aitbaar;

Khamoshi Ko Iss Mein Kitna Motabar Maine Kiya!

Lafz: Words

Ahd: Period

Motabar: Reliable, trustworthyUpload to Facebook
Lafz Bhi Jis Ahd Mein Kho Baithe Apna Aitbaar;
Khamoshi Ko Iss Mein Kitna Motabar Maine Kiya!

Lafz: Words
Ahd: Period
Motabar: Reliable, trustworthy
~ Nasim Sahar
• Kuch Aur Bhi Hain Humein Kaam Aye Gham-e-Janan;

Kab Tak Koi Uljhi Hui Zulfon Ko Sanwarey!Upload to Facebook
Kuch Aur Bhi Hain Humein Kaam Aye Gham-e-Janan;
Kab Tak Koi Uljhi Hui Zulfon Ko Sanwarey!
• Parda-e-Noor Banke Chhaye Hain,

Aasuon Ki Tarah Machlate Khwab;

Bistar-e-Dil Pe Khoon Uglate Khwab,

Raat Bhar Karvatein Badlate Khwab!Upload to Facebook
Parda-e-Noor Banke Chhaye Hain,
Aasuon Ki Tarah Machlate Khwab;
Bistar-e-Dil Pe Khoon Uglate Khwab,
Raat Bhar Karvatein Badlate Khwab!
• Na Jee Bhar Ke Dekha, Na Kuch Baat Ki;

Badi Arzoo Thi Mulaqat Ki!Upload to Facebook
Na Jee Bhar Ke Dekha, Na Kuch Baat Ki;
Badi Arzoo Thi Mulaqat Ki!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT