Armaan Shayari

• Unka Zikar Unki Tamanna Unki Yaad;
Waqt Kitna Qeemti Hai Aaj Kal!
• Zindagi Ke Liye Jaan Jaroori Hai;

Jeene Ke Liye Armaan Jaroori Hai;

Hamare Paas Chahe Ho Kitne Bhi Gham;

Tere Chehre Par Muskan Jaroori Hai!Upload to Facebook
Zindagi Ke Liye Jaan Jaroori Hai;
Jeene Ke Liye Armaan Jaroori Hai;
Hamare Paas Chahe Ho Kitne Bhi Gham;
Tere Chehre Par Muskan Jaroori Hai!
• Tum Se Sadiyon Ki Wafaaon Ka Koi Naata Tha;

Tum Se Milne Ki Lakiren Thi Mere Hathon Mein!Upload to Facebook
Tum Se Sadiyon Ki Wafaaon Ka Koi Naata Tha;
Tum Se Milne Ki Lakiren Thi Mere Hathon Mein!
~ Saeed Rahi
• Apni Aankhon Ke Samandar Mein Utar Jaane De;

Tera Mujrim Hun Mujhe Doob Kar Mar Jaane De;

Zakham Kitne Diye Hain Teri Chaahat Ne Mujko;

Sochta Hun Tujh Se Kahoon Magar Jaane De!Upload to Facebook
Apni Aankhon Ke Samandar Mein Utar Jaane De;
Tera Mujrim Hun Mujhe Doob Kar Mar Jaane De;
Zakham Kitne Diye Hain Teri Chaahat Ne Mujko;
Sochta Hun Tujh Se Kahoon Magar Jaane De!
• Kuch Der Aur Agar Aap Thehar Jaate Toh Dil Ke Armaan Main Pure Kar Leta,
Aankhon Mein Basakar Kar Leta Band Inko, Fir Hans Kar Sabke Sitam Zar Leta!
• Uth Ke Chal Pada Hun Magar Dil Se Chahta Hun Yeh,

Uth Kar Mujhe Woh Rok Le Aur Raasta Na De!Upload to Facebook
Uth Ke Chal Pada Hun Magar Dil Se Chahta Hun Yeh,
Uth Kar Mujhe Woh Rok Le Aur Raasta Na De!
• Chahat Hai Aapko Apna Bnane Ki,

Zaroorat Ki Hai Aapse Dil Lagane Ki;

Aap Humein Chahe Ya Na Chahe,

Hamari To Chahat Hai Aap Par Mar Mit Jaane Ki!Upload to Facebook
Chahat Hai Aapko Apna Bnane Ki,
Zaroorat Ki Hai Aapse Dil Lagane Ki;
Aap Humein Chahe Ya Na Chahe,
Hamari To Chahat Hai Aap Par Mar Mit Jaane Ki!
• Kaash Koi Khushiyon Ki Dukaan Hoti,
Aur Mujhe Uski Pehchaan Hoti;
Khareed Leta Har Khushi Aapke Liye,
Chahe Uski Keemat Meri Jaan Bhi Hoti!
• Baithe Hue Dete Hain Daaman Ki Hawayein;

Allah Kare Hum Na Kabhi Hosh Mein Aayein!Upload to Facebook
Baithe Hue Dete Hain Daaman Ki Hawayein;
Allah Kare Hum Na Kabhi Hosh Mein Aayein!
~ Nooh Nar
• Lamha-Lamha Jeena Kya Aur Lamha-Lamha Marna Kya;

Saath Tumhara, Saath Hamare Agar Rahe To Kehna Kya!Upload to Facebook
Lamha-Lamha Jeena Kya Aur Lamha-Lamha Marna Kya;
Saath Tumhara, Saath Hamare Agar Rahe To Kehna Kya!
ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT