Mere Liye Meri Jaan Hai Teri Dosti; Zindagi Ka Har Armaan Hai Teri Dosti; Mujhko Na Koi Umeed Na Koi Shikwa Hai Zamane Se; Mujh Par Khuda Ka Ehsaan Hai Teri Dosti! |
Tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjthe Ho Faraz; Dost Hota Nahi Har Haath Milanay Waala! |
Guzre Dinon Ki Bhuli Hui Baat Ki Tarha; Ankhon Me Jagta He Koi Rat Ki Tarha; Tumse Umed Thi K Nibhao Gey Dosti; Tum Bhi Badal Gaye Mausam Aur Halaat Ki Tarha! |
Yaaron Khud Ka Dil Na Dukhana; Kabhi Bhi Aazmayish Ko Had Se Na Guzarna; Dosti Ki Bhi Majbooriyan Hoti Hain,Insaan Ki Bhi; Ise Samajhna Bhoole Se Bhi Ghalat Na Hume Thehrana! |
Geet Ki Zaroorat Mehfil Mein Hoti Hai; Pyar Ki Zaroorat Dil Mein Hoti Hai; Bin Dosti Ke Adhuri Hai Yeh Zindagi; Kyunki Dost Ki Zaroorat Har Pal Mehsus Hoti Hai! |
Unhe Yeh Khauf Ki Har Baat Mujhse Kar Daali; Mujhe Ye Weham Koi Khaas Baat Baaki Hai! |
Dosti Shayad Zindagi Hoti Hai; Jo Har Dil Mein Basi Hoti Hai; Waise To Jee Lete Hain Sabhi Akele Magar; Phir Bhi Zaroorat Inn Ki Har Kisi Ko Hoti Hai! |
Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge; Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge; Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana; Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge! |
Gunah Karke Saza Se Darte Hai; Zehar Pee Ke Dawa Se Darte Hai; Dushmano Ke Sitam Ka Khauff Nahi; Hum Toh Doston Ki Wafa Se Darte Hain! |
Har Tarah K Shikve Ko Seh Lete Hai; Zindagi Ko Yuhi Jee Lete Hai; Mila Lete Hai Hath Jinse Dosti Ka; Un Hathon Se Fir Zeher Bhi Pe Lete Hai! |